तेरे बिना दिल लगता नहीं ... क्या करूं
तेरे बिना दिल लगता नहीं
ओ मेरी जान क्या करूं क्या करूं
तू जो नहीं है कुछ भी नहीं है
ये जहान क्या करूं क्या करूं
कैसे शुरू हो गई ये कहानी
मैने भी ना जाना तू भी ना जानी
इंकार भी मैने किया इकरार भी मैने किया
मैं खो गया बस हो गया दिल बेईमान
तेरे बिना दिल लगता …
तूने कहा नहीं मैने सुना है
लाखों में तूने मुझको चुना है
क्या सच है यह सपना नहीं
आता नहीं मुझको यकीं
ये क्या हुआ कैसे हुआ
मैं हूँ हैरान क्या करूं
तेरे बिना दिल लगता …
ये आग दिल में कैसी लगी है
दोनों तरफ़ इक जैसी लगी है
धक धक करे ये दिल मेरा
जीना हुआ मुश्किल मेरा
वो चैन का मौसम गया
आया तूफ़ां क्या करूं
तेरे बिना दिल लगता …
tere binā dil lagtā nahīṅ
o merī jān kyā karūṅ kyā karūṅ
tū jo nahīṅ hai kuchh bhī nahīṅ hai
ye jahān kyā karūṅ kyā karūṅ
kaise śhurū ho gaī ye kahānī
maine bhī nā jānā tū bhī nā jānī
iṅkār bhī maine kiyā ikrār bhī maine kiyā
maiṅ kho gayā bas ho gayā dil beīmān
tere binā dil lagtā …
tūne kahā nahīṅ maine sunā hai
lākhoṅ meṅ tūne mujhko chunā hai
kyā sach hai yah sapnā nahīṅ
ātā nahīṅ mujhko yakīṅ
ye kyā huā kaise huā
maiṅ hūṇ hairān kyā karūṅ
tere binā dil lagtā …
ye āg dil meṅ kaisī lagī hai
donoṅ taraf ik jaisī lagī hai
dhak dhak kare ye dil merā
jīnā huā muśhkil merā
vo chain kā mausam gayā
āyā tūfāṅ kyā karūṅ
tere binā dil lagtā …