खिड़की खुली ज़रा ... तो हंगामा हो गया
खिड़की खुली ज़रा ज़रा परदा सरक गया
कमरा था दिल का खाली कोई चुपके से आ गया
तो हंगामा हो गया
खिड़की खुली ज़रा …
जब होश उड़े तो मैं होश में आया
खामोश खड़ा था मैं जोश में आया
ऐसी चली हवा ऐसी चली हवा ये शोला भड़क गया
कमरा था दिल का …
ये मुखड़ा कितना नमकीन है यारों
ओ कोई फोटो खींचो क्या scene है यारों
तौबा गज़ब हुआ ओ बाबा गज़ब हुआ
दम मेरा अटक गया
कमरा था दिल का …
khiṛkī khulī zarā zarā pardā sarak gayā
kamrā thā dil kā khālī koī chupke se ā gayā
to haṅgāmā ho gayā
khiṛkī khulī zarā …
jab hośh uṛe to maiṅ hośh meṅ āyā
khāmośh khaṛā thā maiṅ jośh meṅ āyā
aisī chalī havā aisī chalī havā ye śholā bhaṛak gayā
kamrā thā dil kā …
ye mukhaṛā kitnā namkīn hai yāroṅ
o koī phoṭo khīṅcho kyā scene hai yāroṅ
taubā gazab huā o bābā gazab huā
dam merā aṭak gayā
kamrā thā dil kā …