Title (Indic)कोई न कोई चाहिए प्यार करने वाला WorkDeewana Year1992 LanguageHindi Credits Role Artist Music Nadeem-Shravan Performer Vinod Rathod Writer Sameer LyricsHindiकोई न कोई चाहिए प्यार करने वाला कोई न कोई चाहिए हम पे मरने वाला दिल-ओ-जां लुटाएंगे हम तो उसी पर साथ में बिताएंगे शाम-ओ-सहर शाम-ओ-सहर मेरे यारा कोई न कोई चाहिए … उस चाँद जैसे टुकड़े को सीने से लगा लूंगा उस रेशमी मुखड़े को आँखों में छिपा लूंगा दीवाना मुझसा न मिलेगा उसको इस ज़मीं से लेके सारे आसमां तक कोई न कोई चाहिए … न मेरी कोई मंज़िल न मेरा है ठिकाना मैने तो सीखा यारों काँटों से दिल लगाना उल्फ़त का मैं दीवाना हूँ दुनिया से मैं बेगाना हूँ बाहों में आसमां है कदमों में है ज़माना कोई न कोई चाहिए … Englishkoī na koī chāhie pyār karne vālā koī na koī chāhie ham pe marne vālā dil-o-jāṅ luṭāeṅge ham to usī par sāth meṅ bitāeṅge śhām-o-sahar śhām-o-sahar mere yārā koī na koī chāhie … us chāṇd jaise ṭukaṛe ko sīne se lagā lūṅgā us reśhmī mukhaṛe ko āṇkhoṅ meṅ chhipā lūṅgā dīvānā mujhsā na milegā usko is zamīṅ se leke sāre āsmāṅ tak koī na koī chāhie … na merī koī maṅzil na merā hai ṭhikānā maine to sīkhā yāroṅ kāṇṭoṅ se dil lagānā ulfat kā maiṅ dīvānā hūṇ duniyā se maiṅ begānā hūṇ bāhoṅ meṅ āsmāṅ hai kadmoṅ meṅ hai zamānā koī na koī chāhie …