दीवानों को पता है ... कहता है दिल बार बार्
दीवानों को पता है ये इश्क़ तो नशा है
मिलती है बेचैनी इसमें दिन कटता ना मेरे यार
तेरे बिना एक पल न रहना
कहता है दिल बार बार
तू है मेरी आखरी तमन्ना
तू है मेरा पहला प्यार
दीवानों को पता …
इक मदहोशी शाम-ओ-सहर है
तेरी मोहब्बत का ये असर है
याद तेरी आती है तन्हाई गाती है
ये बेखुदी कोई जाने ना
तेरे बिना एक पल …
खुश्बू तेरी है इन साँसों में
सपने तेरे हैं इन आँखों में
रंग तेरा छलका है
होश नहीं कल का है
माने कोई चाहें माने ना
तेरे बिना एक पल …
dīvānoṅ ko patā hai ye iśhq to naśhā hai
miltī hai bechainī ismeṅ din kaṭtā nā mere yār
tere binā ek pal na rahnā
kahtā hai dil bār bār
tū hai merī ākhrī tamannā
tū hai merā pahlā pyār
dīvānoṅ ko patā …
ik madhośhī śhām-o-sahar hai
terī mohabbat kā ye asar hai
yād terī ātī hai tanhāī gātī hai
ye bekhudī koī jāne nā
tere binā ek pal …
khuśhbū terī hai in sāṇsoṅ meṅ
sapne tere haiṅ in āṇkhoṅ meṅ
raṅg terā chhalkā hai
hośh nahīṅ kal kā hai
māne koī chāheṅ māne nā
tere binā ek pal …