दीवाने न जाने हुआ क्या ... जैसे होते होते प्यार हो गया
ऐ दिल दीवाने ऐ दिल दीवाने ऐ दिल दीवाने
दीवाने न जाने हुआ क्या
मौसम सुहाने सुहाने न जाने हुआ क्या
तकरार करते करते लगता है मुझको ऐसे
इन्कार करते करते लगता है मुझको ऐसे
जैसे होते होते प्यार हो गया
पल पल कोई एक हलचल
मुझे कैसे बेचैन करने लगी
तौबा मुझे ये पता ना चला
जाने कब मैं बदलने लगी
आगे मेरा मन भागे और मैं हूं पीछे पीछे
उनकी मोहब्बत मुझको अपनी तरफ़ यूं खींचे
आखिर होते होते हो गया
होते होते प्यार हो गया …
मैं हूं वही मेरा दिल भी वही है
मगर धड़कनें हैं नई
करने लगी मैं बहारों से बातें
सितारों पे चलने लगी
आँखों ने रिश्ते जोड़े बांधी दिलों ने डोरी
वो हो चुके हैं मेरे कहने में क्या है चोरी
होते होते प्यार हो गया …
और होते होते प्यार हो गया …
ai dil dīvāne ai dil dīvāne ai dil dīvāne
dīvāne na jāne huā kyā
mausam suhāne suhāne na jāne huā kyā
takrār karte karte lagtā hai mujhko aise
inkār karte karte lagtā hai mujhko aise
jaise hote hote pyār ho gayā
pal pal koī ek halchal
mujhe kaise bechain karne lagī
taubā mujhe ye patā nā chalā
jāne kab maiṅ badalne lagī
āge merā man bhāge aur maiṅ hūṅ pīchhe pīchhe
unkī mohabbat mujhko apnī taraf yūṅ khīṅche
ākhir hote hote ho gayā
hote hote pyār ho gayā …
maiṅ hūṅ vahī merā dil bhī vahī hai
magar dhaṛakneṅ haiṅ naī
karne lagī maiṅ bahāroṅ se bāteṅ
sitāroṅ pe chalne lagī
āṇkhoṅ ne riśhte joṛe bāṅdhī diloṅ ne ḍorī
vo ho chuke haiṅ mere kahne meṅ kyā hai chorī
hote hote pyār ho gayā …
aur hote hote pyār ho gayā …