Is deevaane larke ko koee samjhaae

इस दीवाने लड़के को कोई समझाए
Work
Year
Language

अर्ज़ है
दवा भी काम न आए कोई दुआ न लगे
मेरे ख़ुदा किसी को प्यार की हवा न लगे
आदाब

इस दीवाने लड़के को कोई समझाए
प्यार मुहब्बत से ना जाने क्‌यूं ये घबराए
दर्द-ए-दिल जाने ना
पास मैं जितना आऊं उतनी दूर ये जाए
जाए हां जाए
इस दीवाने लड़के को …

रंग ना देखे रूप ना देखे
ये जवानी की धूप ना देखे

अर्ज़ है
कुछ मजनू बने कुछ रांझा बने
कुछ romeo कुछ फ़रहाद हुए
इस रंग रूप की चाहत में जाने कितने बरबाद हुए
वो देखो

इश्क़ में इसके बांवरी हूं मैं
ये भला है तो क्‌या बुरी हूं मैं
ये लड़का है फिर भी जाने क्‌यूं शरमाए
जाने क्‌यूं शरमाए हाय शरमाए
इस दीवाने लड़के को …

जानती हूं मैं ये तड़पता है
प्यार में इसका दिल धड़कता है

जिसे देखो दिल की धूनी रमाता है
अरे ये मंदिर नहीं है शिवाला नहीं है
हसीनों से कह दो कहीं और जाए
ये मेरा दिल है धरमशाला नहीं है

ये अकेले में आह भरता है
फिर भी कहने से ये क्‌यूं डरता है
सच कुछ भी बोले ना झूठी बात बनाए
झूठी बात बनाए हां बनाए
इस दीवाने लड़के को …

फूल खिलते हैं बहारों का समां होता है
ऐसे मौसम में ही तो प्यार जवां होता है
दिल की बातों को होंठों से नहीं कहते
ये फ़साना तो निगाहों से बयां होता है

arz hai
davā bhī kām na āe koī duā na lage
mere khudā kisī ko pyār kī havā na lage
ādāb

is dīvāne laṛke ko koī samjhāe
pyār muhabbat se nā jāne k‌yūṅ ye ghabrāe
dard-e-dil jāne nā
pās maiṅ jitnā āūṅ utnī dūr ye jāe
jāe hāṅ jāe
is dīvāne laṛke ko …

raṅg nā dekhe rūp nā dekhe
ye javānī kī dhūp nā dekhe

arz hai
kuchh majnū bane kuchh rāṅjhā bane
kuchh romeo kuchh farhād hue
is raṅg rūp kī chāhat meṅ jāne kitne barbād hue
vo dekho

iśhq meṅ iske bāṅvrī hūṅ maiṅ
ye bhalā hai to k‌yā burī hūṅ maiṅ
ye laṛkā hai phir bhī jāne k‌yūṅ śharmāe
jāne k‌yūṅ śharmāe hāy śharmāe
is dīvāne laṛke ko …

jāntī hūṅ maiṅ ye taṛaptā hai
pyār meṅ iskā dil dhaṛaktā hai

jise dekho dil kī dhūnī ramātā hai
are ye maṅdir nahīṅ hai śhivālā nahīṅ hai
hasīnoṅ se kah do kahīṅ aur jāe
ye merā dil hai dharamśhālā nahīṅ hai

ye akele meṅ āh bhartā hai
phir bhī kahne se ye k‌yūṅ ḍartā hai
sach kuchh bhī bole nā jhūṭhī bāt banāe
jhūṭhī bāt banāe hāṅ banāe
is dīvāne laṛke ko …

phūl khilte haiṅ bahāroṅ kā samāṅ hotā hai
aise mausam meṅ hī to pyār javāṅ hotā hai
dil kī bātoṅ ko hoṅṭhoṅ se nahīṅ kahte
ye fasānā to nigāhoṅ se bayāṅ hotā hai