दीवाने हैं दीवानों से ... कोई रोके तो क्या
दीवाने हैं दीवानों से तू डरता क्यों है यार
करना है तो आज ही कर लें हम मिलजुल के प्यार
कोई रोके तो क्या हे हे कोई टोके तो क्या मिला ले दिल के तार
दीवाने हैं दीवानों से …
ये दिल की लगी सुन क्या बोले
जाम चिक चिक बम चिक चिक
अब जो तू बाहें खोले
जाम चिक चिक चिल चली आगे छम छम
तेरी बात कैसे मैं मानूं
जाम चिक चिक बम चिक चिक
कब क्या हो जाए क्या जानूं
लप चिक चक चिल चली जाए छम छम
कुछ डर है मुझे ज़माने का
जाम चिक चिक बम चिक चिक
कुछ तुम जैसे दीवाने का
लप चिक चक चिल चली आए छम छम
दीवाने हैं दीवानों से …
दीवाने हैं दीवानों से अब डरना कैसा यार
जितना चाहे प्यार किये जा हम भी हैं तैयार्
dīvāne haiṅ dīvānoṅ se tū ḍartā kyoṅ hai yār
karnā hai to āj hī kar leṅ ham miljul ke pyār
koī roke to kyā he he koī ṭoke to kyā milā le dil ke tār
dīvāne haiṅ dīvānoṅ se …
ye dil kī lagī sun kyā bole
jām chik chik bam chik chik
ab jo tū bāheṅ khole
jām chik chik chil chalī āge chham chham
terī bāt kaise maiṅ mānūṅ
jām chik chik bam chik chik
kab kyā ho jāe kyā jānūṅ
lap chik chak chil chalī jāe chham chham
kuchh ḍar hai mujhe zamāne kā
jām chik chik bam chik chik
kuchh tum jaise dīvāne kā
lap chik chak chil chalī āe chham chham
dīvāne haiṅ dīvānoṅ se …
dīvāne haiṅ dīvānoṅ se ab ḍarnā kaisā yār
jitnā chāhe pyār kiye jā ham bhī haiṅ taiyār