Deevaanaa teraa haay kasam yahee khaay

दीवाना तेरा हाय कसम यही खाय्
Year
Language

दीवाना तेरा हाय कसम यही खाय
तेरे कदमों में झूमती बहार बिछा दूंगा
जो तू मिल जाए गज़ब हो जाए
तेरी दुनिया में खुशियों के मेले लगा दूंगा
ओ हसीना साथ जीना दोस्ती का हाथ दे दे
ओ हसीना दिल जो छीना दोस्ती का हाथ ले ले
दीवाना तेरा हाय …

आसमानों पे यही है लिखा
नाम तेरा ही है मुझसे जुड़ा
तू तो पढ़ कर के भी अंजान है
ये सताने की ही पहचान है
ज़िद यही है तू मेरी है
आरज़ू ये आखरी है
है बड़ा मुश्किल मेरी जां तुमको समझाना

आप इस दिल को दुखाते हैं क्‌यूँ
दूर यूं कतरा के जाते हैं क्‌यूँ
कुछ कमी हममें जो हो तो बता दे
हम तो खुद को भी बदल के दिखा दें
बात जो भी आपकी है सर झुकाके मान ली है
प्यार इतना करने वाला पाएंगे कहां
दीवाना तेरा हाय …

dīvānā terā hāy kasam yahī khāy
tere kadmoṅ meṅ jhūmtī bahār bichhā dūṅgā
jo tū mil jāe gazab ho jāe
terī duniyā meṅ khuśhiyoṅ ke mele lagā dūṅgā
o hasīnā sāth jīnā dostī kā hāth de de
o hasīnā dil jo chhīnā dostī kā hāth le le
dīvānā terā hāy …

āsmānoṅ pe yahī hai likhā
nām terā hī hai mujhse juṛā
tū to paṛh kar ke bhī aṅjān hai
ye satāne kī hī pahchān hai
zid yahī hai tū merī hai
ārazū ye ākhrī hai
hai baṛā muśhkil merī jāṅ tumko samjhānā

āp is dil ko dukhāte haiṅ k‌yūṇ
dūr yūṅ katrā ke jāte haiṅ k‌yūṇ
kuchh kamī hammeṅ jo ho to batā de
ham to khud ko bhī badal ke dikhā deṅ
bāt jo bhī āpkī hai sar jhukāke mān lī hai
pyār itnā karne vālā pāeṅge kahāṅ
dīvānā terā hāy …