दीवाना मुझ सा नहीं, इस अंबर के नीचे
दीवाना मुझसा नहीं, इस अंबर के नीचे
आगे है कातिल मेरा और मैं पीछे पीछे
पाया है दुश्मन को जबसे प्यार के काबिल
तब से ये आलम है, रस्ता याद ना मंज़िल
नींद में जैसे चलता है कोई, चलना यूं ही आँखें मिचें
हमने भी रख दी हैं, कल पे कल की बातें
जीवन का हासिल है, पल दो पल की बातें
दो ही घड़ी तो साथ रहेगा, करना क्या है तनहा जी के
dīvānā mujhsā nahīṅ, is aṅbar ke nīche
āge hai kātil merā aur maiṅ pīchhe pīchhe
pāyā hai duśhman ko jabse pyār ke kābil
tab se ye ālam hai, rastā yād nā maṅzil
nīṅd meṅ jaise chaltā hai koī, chalnā yūṅ hī āṇkheṅ micheṅ
hamne bhī rakh dī haiṅ, kal pe kal kī bāteṅ
jīvan kā hāsil hai, pal do pal kī bāteṅ
do hī ghaṛī to sāth rahegā, karnā kyā hai tanhā jī ke