दीवाना मुझ सा नहीं इस अम्बर के नीचे
दीवाना मुझ सा नहीं इस अम्बर के नीचे -2
आगे है क़ातिल मेरा और मैं पीछे-पीछे
दीवाना मुझ सा …
पाया है दुश्मन को जब से प्यार के क़ाबिल
तब से ये आलम है रस्ता याद न मंज़िल
नींद में जैसे चलता है कोई चलना यूँ ही आँखें मींचे
दीवाना मुझ सा …
हमने भी रख दी हैं कल पे कल की बातें -2
जीवन का हासिल हैं पल दो पल की बातें
दो ही घड़ी का साथ रहेगा करना क्या है तनहा जी के
दीवाना मुझ सा …
dīvānā mujh sā nahīṅ is ambar ke nīche -2
āge hai qātil merā aur maiṅ pīchhe-pīchhe
dīvānā mujh sā …
pāyā hai duśhman ko jab se pyār ke qābil
tab se ye ālam hai rastā yād na maṅzil
nīṅd meṅ jaise chaltā hai koī chalnā yūṇ hī āṇkheṅ mīṅche
dīvānā mujh sā …
hamne bhī rakh dī haiṅ kal pe kal kī bāteṅ -2
jīvan kā hāsil haiṅ pal do pal kī bāteṅ
do hī ghaṛī kā sāth rahegā karnā kyā hai tanhā jī ke
dīvānā mujh sā …