Deevaanaa mastaanaa huaa dil

दीवाना मस्ताना हुआ दिल
Year
Language

दीवाना मस्ताना हुआ दिल
जाने कहा होके बहार आई

तन को मेरे छूए घट काली
छेड़े लहर, लहर मतवाली
राग कोई अनजाना

कुछ अनकही कहे मेरी चितवन
बोले जिया ये थी मेरी धड़कन
एक नया अफ़साना

सावन लगा मचल गये बादल
देखो जिसे हुआ वही पागल
कौन हुआ दीवाना

dīvānā mastānā huā dil
jāne kahā hoke bahār āī

tan ko mere chhūe ghaṭ kālī
chheṛe lahar, lahar matvālī
rāg koī anjānā

kuchh anakhī kahe merī chitavan
bole jiyā ye thī merī dhaṛkan
ek nayā afsānā

sāvan lagā machal gaye bādal
dekho jise huā vahī pāgal
kaun huā dīvānā