दीवाना मैं न था दीवाना बन गया
दीवाना मैं न था दीवाना बन गया
कब कैसे और क्या अफ़साना बन गया
न तुझे है खबर ना मुझे है मगर
जाने कब दिल से दिल मिल गया
दीवानी मैं हो गई
दीवाना मैं हो गया
दीवाना तू न था दीवाना बन गया
कब कैसे और …
जादू निगाहों का तेरी मुझपे असर कर गया है
दिल दीवाना तुम्हारा वादा कोई कर गया है
मैने माना मेरी जां मैने माना दिल जो बोला वही कर दिया
दीवानी मैं हो गई
दीवाना मैं हो गया
दीवाना मैं न था …
धड़कनें सुन रही हैं धड़कनों की ज़ुबां को
ऐसा हसीं हो नज़ारा तो कैसे न अरमां जवां हों
तेरे बिन एक पल नहीं जीना मैने ये फ़ैसला कर लिया
दीवानी मैं हो गई
दीवाना मैं हो गया
दीवाना मैं न था …
dīvānā maiṅ na thā dīvānā ban gayā
kab kaise aur kyā afsānā ban gayā
na tujhe hai khabar nā mujhe hai magar
jāne kab dil se dil mil gayā
dīvānī maiṅ ho gaī
dīvānā maiṅ ho gayā
dīvānā tū na thā dīvānā ban gayā
kab kaise aur …
jādū nigāhoṅ kā terī mujhpe asar kar gayā hai
dil dīvānā tumhārā vādā koī kar gayā hai
maine mānā merī jāṅ maine mānā dil jo bolā vahī kar diyā
dīvānī maiṅ ho gaī
dīvānā maiṅ ho gayā
dīvānā maiṅ na thā …
dhaṛakneṅ sun rahī haiṅ dhaṛaknoṅ kī zubāṅ ko
aisā hasīṅ ho nazārā to kaise na armāṅ javāṅ hoṅ
tere bin ek pal nahīṅ jīnā maine ye faislā kar liyā
dīvānī maiṅ ho gaī
dīvānā maiṅ ho gayā
dīvānā maiṅ na thā …