Deevaanaa main chalaa, use dhoondhne, bare pyaar se

दीवाना मैं चला, उसे ढूँढने, बड़े प्यार से
Year
Language

दीवाना मैं चला, उसे ढूँढने, बड़े प्यार से
उस के घर का पता, ऐ हवा तू बता

क्या है समां, क्या आसमां
मस्ती में है, सारा जहां
खिला खिला है मौसम
ये फ़िज़ा संदली, ये घटा मनचली
दीवाना मैं चला ...

शरमायेगी, घबरायेगी
फिर वो मेरे पास आयेगी
उसे ना जाने दूँगा
गेसूओं के तले, हम मिलेंगे गले
दीवाना मैं चला.. ..

dīvānā maiṅ chalā, use ḍhūṇḍhne, baṛe pyār se
us ke ghar kā patā, ai havā tū batā

kyā hai samāṅ, kyā āsmāṅ
mastī meṅ hai, sārā jahāṅ
khilā khilā hai mausam
ye fizā saṅdlī, ye ghaṭā manachlī
dīvānā maiṅ chalā ...

śharmāyegī, ghabrāyegī
phir vo mere pās āyegī
use nā jāne dūṇgā
gesūoṅ ke tale, ham mileṅge gale
dīvānā maiṅ chalā.. ..