दीवाना लेके आया है, दिल का तराना
दीवाना लेके आया है, दिल का तराना -2
देखो कहीं यारों, ठुकरा ना देना, मेरा नज़राना
दीवाना लेके …
आज का दिन है, कितना सुहाना, झूम रहा प्यार मेरा
पूरी हों दिल की, सारी मुरादें, खुश रहे यार मेरा
हो हो, चाँद सा जीवन साथी मुबारक
जीवन में आना
दीवाना लेके …
अपने भी हैं कुछ, ख्वाब अधूरे, कौन अब गिने कितने
सच तो ये है के मेरे, दोस्त के सपने भी, हैं मेरे अपने
हो हो, उसकी खुशी अब, मेरी खुशी है
ऐ दिल-ए-दीवाना
दीवाना लेके …
dīvānā leke āyā hai, dil kā tarānā -2
dekho kahīṅ yāroṅ, ṭhukrā nā denā, merā nazrānā
dīvānā leke …
āj kā din hai, kitnā suhānā, jhūm rahā pyār merā
pūrī hoṅ dil kī, sārī murādeṅ, khuśh rahe yār merā
ho ho, chāṇd sā jīvan sāthī mubārak
jīvan meṅ ānā
dīvānā leke …
apne bhī haiṅ kuchh, khvāb adhūre, kaun ab gine kitne
sach to ye hai ke mere, dost ke sapne bhī, haiṅ mere apne
ho ho, uskī khuśhī ab, merī khuśhī hai
ai dil-e-dīvānā
dīvānā leke …