दीवाना कर के छोडोगे लगता है तुम हमको
दीवाना कर के छोड़ोगे, लगता है यूँ हमको
सौ बार कहा ऐ जान-ए-जहां, यूँ प्यार से तुम देखा न करो
हाए जीना मुश्किल कर दोगे लगता है यूँ हमको
सौ बार कहा ऐ जान-ए-जहां, यूँ प्यार से तुम देखा न करो
ऐसे ना बस जाना था मेरी पलकों के तले
राही वही रुकते हैं घनी जहा छाँव मिले
प्यार से रुक रुक देख रहे क्या हो मुझ में
सर से कदम तक सपनों के कई गाँव मिले
कैसी हूँ मैं साजन फिर से कहो ना, कहो ना
तुम ना मिले थे, कुछ भी नहीं था जीने में
आफ़त है मिलना सावन के महीने में
तूफान क्या है देखो मेरी इन आँखों को
आँखों की तसवीर बनी मेरे सीने में
तुम ही तुम हो इन सासों में, सुनो ना, सुनो ना
dīvānā kar ke chhoṛoge, lagtā hai yūṇ hamko
sau bār kahā ai jān-e-jahāṅ, yūṇ pyār se tum dekhā na karo
hāe jīnā muśhkil kar doge lagtā hai yūṇ hamko
sau bār kahā ai jān-e-jahāṅ, yūṇ pyār se tum dekhā na karo
aise nā bas jānā thā merī palkoṅ ke tale
rāhī vahī rukte haiṅ ghanī jahā chhāṇv mile
pyār se ruk ruk dekh rahe kyā ho mujh meṅ
sar se kadam tak sapnoṅ ke kaī gāṇv mile
kaisī hūṇ maiṅ sājan phir se kaho nā, kaho nā
tum nā mile the, kuchh bhī nahīṅ thā jīne meṅ
āfat hai milnā sāvan ke mahīne meṅ
tūphān kyā hai dekho merī in āṇkhoṅ ko
āṇkhoṅ kī tasvīr banī mere sīne meṅ
tum hī tum ho in sāsoṅ meṅ, suno nā, suno nā