दीवाना हुआ बादल, सावन की घटा छाई
दीवाना हुआ बादल सावन की घटा छाई
ये देख के दिल झूमा, ली प्यार ने अंगडाई
ऐसी तो मेरी तकदीर न थी
तुम सा जो कोई महबूब मिले
दिल आज खुशी से पागल है
ऐ जान-ए-वफ़ा तुम खूब मिले
दिल क्यों ना बने पागल क्या तुमने अदा पाई
जब तुम से नजर टकराई सनम
जजबात का एक तूफ़ान उठा
तिनके की तरह मैं बह निकली
सैलाब मेरे रोके ना रुका
जीवन में मची हलचल और बजने लगी शहनाई
है आज नए अरमानों से
आबाद मेरे दिल की नगरी
बरसों से खिजा का मौसम था
वीरान बड़ी दुनिया थी मेरी
हाथों में तेरा आँचल आया के बहार आई
dīvānā huā bādal sāvan kī ghaṭā chhāī
ye dekh ke dil jhūmā, lī pyār ne aṅgḍāī
aisī to merī takdīr na thī
tum sā jo koī mahbūb mile
dil āj khuśhī se pāgal hai
ai jān-e-vafā tum khūb mile
dil kyoṅ nā bane pāgal kyā tumne adā pāī
jab tum se najar ṭakrāī sanam
jajbāt kā ek tūfān uṭhā
tinke kī tarah maiṅ bah niklī
sailāb mere roke nā rukā
jīvan meṅ machī halchal aur bajne lagī śhahnāī
hai āj nae armānoṅ se
ābād mere dil kī nagrī
barsoṅ se khijā kā mausam thā
vīrān baṛī duniyā thī merī
hāthoṅ meṅ terā āṇchal āyā ke bahār āī