दीवाली की रात पिया घर आने वाले हैं
( दीवाली की रात पिया घर आने वाले हैं
सजन घर आने वाले हैं
बलम घर आने वाले हैं ) -2
( झूम-झूम कर दिये की बाती
मेरे दिल को करे इशारा ) -2
( जान गई मैं आने वाला
है तेरा साजन प्यारा ) -2
दीवाली की रात पिया घर आने वाले हैं
सजन घर आने वाले हैं
बलम घर आने वाले हैं
( जिन गलियों से आये बलमवा
उन गलियों में नैन बिछाऊँ
( क़दम-क़दम पर आशाओं के
दीप जलाती जाऊँ ) -2
दीवाली की रात पिया घर आने वाले हैं
सजन घर आने वाले हैं
बलम घर आने वाले हैं
( आज रात आँखों-आँखों में
कह दूँगी सब दिल की बातें ) -2
( रोज़-रोज़ कब आती हैं ये
मदुर मिलन की रातें ) -2
( दीवाली की रात पिया घर आने वाले हैं
सजन घर आने वाले हैं
बलम घर आने वाले हैं ) -2
( dīvālī kī rāt piyā ghar āne vāle haiṅ
sajan ghar āne vāle haiṅ
balam ghar āne vāle haiṅ ) -2
( jhūm-jhūm kar diye kī bātī
mere dil ko kare iśhārā ) -2
( jān gaī maiṅ āne vālā
hai terā sājan pyārā ) -2
dīvālī kī rāt piyā ghar āne vāle haiṅ
sajan ghar āne vāle haiṅ
balam ghar āne vāle haiṅ
( jin galiyoṅ se āye balamvā
un galiyoṅ meṅ nain bichhāūṇ
( qadam-qadam par āśhāoṅ ke
dīp jalātī jāūṇ ) -2
dīvālī kī rāt piyā ghar āne vāle haiṅ
sajan ghar āne vāle haiṅ
balam ghar āne vāle haiṅ
( āj rāt āṇkhoṅ-āṇkhoṅ meṅ
kah dūṇgī sab dil kī bāteṅ ) -2
( roz-roz kab ātī haiṅ ye
madur milan kī rāteṅ ) -2
( dīvālī kī rāt piyā ghar āne vāle haiṅ
sajan ghar āne vāle haiṅ
balam ghar āne vāle haiṅ ) -2