Title (Indic)तू कौन है मेरा कह दे बालम पड़ूँ मैं तोरे पैंयाँ WorkDeedar Year1951 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer Lata Mangeshkar Writer Shakeel Badayuni LyricsHindi( तू कौन है मेरा कह दे बालम पड़ूँ मैं तोरे पैंयाँ ये बात भला मैं कैसे कहूँ तू लागे मोआ सैंयाँ तू लागे मोआ सैंयाँ हो ) -2 भोले मन में कब तक रखूँ -2 चंचल भेद छिपाये हो चंचल भेद छिपाये दिल की बात ज़ुबाँ तक आये और कहीं ना आये दिल की बात ज़ुबाँ तक आये हो और कहीं ना आये तोहे देख पिया शरमाये जिया अब नाहीं उमर लड़कैयाँ ये बात भला मैं कैसे कहूँ तू लागे मोआ सैंयाँ तू लागे मोआ सैंयाँ हो हो प्रीत है महंगी इस दुनिया में हाय प्रीत है महंगी दिल के सौदे ससते प्रीत है महंगी इस दुनिया में दिल के सौदे ससते मन का रस्ता एक है बालम -2 तन के लाखों रसते ओ तन के लाखों रसते खो जइयो कहीं ना मिल के सजन ये जग है भूलभुलैयाँ ये बात भला मैं कैसे कहूँ तू लागे मोआ सैंयाँ तू लागे मोआ सैंयाँ हो तू कौन है मेरा कह दे बालम पड़ूँ मैं तोरे पैंयाँ ये बात भला मैं कैसे कहूँ तू लागे मोआ सैंयाँ तू लागे मोआ सैंयाँ हो English( tū kaun hai merā kah de bālam paṛūṇ maiṅ tore paiṅyāṇ ye bāt bhalā maiṅ kaise kahūṇ tū lāge moā saiṅyāṇ tū lāge moā saiṅyāṇ ho ) -2 bhole man meṅ kab tak rakhūṇ -2 chaṅchal bhed chhipāye ho chaṅchal bhed chhipāye dil kī bāt zubāṇ tak āye aur kahīṅ nā āye dil kī bāt zubāṇ tak āye ho aur kahīṅ nā āye tohe dekh piyā śharmāye jiyā ab nāhīṅ umar laṛkaiyāṇ ye bāt bhalā maiṅ kaise kahūṇ tū lāge moā saiṅyāṇ tū lāge moā saiṅyāṇ ho ho prīt hai mahaṅgī is duniyā meṅ hāy prīt hai mahaṅgī dil ke saude saste prīt hai mahaṅgī is duniyā meṅ dil ke saude saste man kā rastā ek hai bālam -2 tan ke lākhoṅ raste o tan ke lākhoṅ raste kho jaiyo kahīṅ nā mil ke sajan ye jag hai bhūlbhulaiyāṇ ye bāt bhalā maiṅ kaise kahūṇ tū lāge moā saiṅyāṇ tū lāge moā saiṅyāṇ ho tū kaun hai merā kah de bālam paṛūṇ maiṅ tore paiṅyāṇ ye bāt bhalā maiṅ kaise kahūṇ tū lāge moā saiṅyāṇ tū lāge moā saiṅyāṇ ho