Title (Indic)नसीब दर पे तेरे आज़माने आया हूँ WorkDeedar Year1951 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer Mohammad Rafi Writer Shakeel Badayuni LyricsHindiनसीब दर पे तेरे आज़माने आया हूँ -2 आज़माने आया हूँ नसीब दर पे तेरे तुझी को तेरी कहानी तुझी को तेरी कहानी सुनाने आया हूँ नसीब दर पे तेरे आज़माने आया हूँ जो नग़में सोये हुये हैं तेरे ख़यालों में -2 जो नग़में सोये हुये हैं तेरे ख़यालों में उन्हीं को आज मैं गा कर -2 जगाने आया हूँ नसीब दर पे तेरे हाय नसीब दर पे तेरे आज़माने आया हूँ आज़माने आया हूँ हाँ ( बहा भी दे मेरी हालत पे आज दो आँसू ) -2 मैं अपने दिल की -2 लगी को बुझाने आया हूँ नसीब दर पे तेरे आज़माने आया हूँ आज़माने आया हूँ हो ( अगर वो सामने होते तो उनसे ये कहता ) -2 तेरे हज़ूर में बिगड़ी -2 बनाने आया हूँ नसीब दर पे तेरे आज़माने आया हूँ आज़माने आया हूँ Englishnasīb dar pe tere āzmāne āyā hūṇ -2 āzmāne āyā hūṇ nasīb dar pe tere tujhī ko terī kahānī tujhī ko terī kahānī sunāne āyā hūṇ nasīb dar pe tere āzmāne āyā hūṇ jo naġhmeṅ soye huye haiṅ tere khayāloṅ meṅ -2 jo naġhmeṅ soye huye haiṅ tere khayāloṅ meṅ unhīṅ ko āj maiṅ gā kar -2 jagāne āyā hūṇ nasīb dar pe tere hāy nasīb dar pe tere āzmāne āyā hūṇ āzmāne āyā hūṇ hāṇ ( bahā bhī de merī hālat pe āj do āṇsū ) -2 maiṅ apne dil kī -2 lagī ko bujhāne āyā hūṇ nasīb dar pe tere āzmāne āyā hūṇ āzmāne āyā hūṇ ho ( agar vo sāmne hote to unse ye kahtā ) -2 tere hazūr meṅ bigaṛī -2 banāne āyā hūṇ nasīb dar pe tere āzmāne āyā hūṇ āzmāne āyā hūṇ