Title (Indic)मेरी कहानी भूलने वाले तेरा जहाँ आबाद रहे WorkDeedar Year1951 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer Mohammad Rafi Writer Shakeel Badayuni LyricsHindiमेरी कहानी भूलने वाले तेरा जहाँ आबाद रहे, मेरी कहानी तेरी खुशी पर मैं मिट जाऊं दुनिया तेरी आबाद रहे मेरी कहानी मेरे गीत सुने दुनिया ने मगर मेरा दर्द कोई न जान सका एक तेरा सहारा था दिल को पर तू भी न मुझे पहचान सका बचपन के वो गीत पुराने आज तुझे न याद रहे मेरी कहानी मैं अपना फ़साना कह न सका मेरे दिल की तमन्ना दिल में रही लो आज किनारे पर आके अरमानों की कश्ती डूब गई क़िस्मत को मंज़ूर यही था लब पर मेरे फ़रियाद रहे मेरी कहानी Englishmerī kahānī bhūlne vāle terā jahāṇ ābād rahe, merī kahānī terī khuśhī par maiṅ miṭ jāūṅ duniyā terī ābād rahe merī kahānī mere gīt sune duniyā ne magar merā dard koī na jān sakā ek terā sahārā thā dil ko par tū bhī na mujhe pahchān sakā bachapan ke vo gīt purāne āj tujhe na yād rahe merī kahānī maiṅ apnā fasānā kah na sakā mere dil kī tamannā dil meṅ rahī lo āj kināre par āke armānoṅ kī kaśhtī ḍūb gaī qismat ko maṅzūr yahī thā lab par mere fariyād rahe merī kahānī