De-de pyaar de

दे-दे प्यार दे
Work
Year
Language

दे-दे प्यार दे
दे-दे प्यार दे प्यार दे प्यार दे-दे हमें प्यार दे -2
दुनिया वाले कुछ भी समझें हम हैं प्रेम दीवाने
जहाँ भी जाएँ तुझे पुकारें गा के प्रेम तराने
दे-दे प्यार दे …

आने को तो रोज़ ही आते सूरज-चाँद-सितारे
हो फिर भी अँधेरी है ये दुनिया तू ही राह दिखाए
प्रेम-प्यार-सुख-चैन की वर्षा तेरी नज़र से बरसे
ये दुख-दर्द की आग में भी कोई दिल ना प्यासा तरसे
दे-दे प्यार दे …

यहाँ दिलों के बीच खड़ी जो वो दीवार गिरा दे
हाँ दिल में सोई-सोई ऐसी प्यार की जोत जगा दे
प्यार हो दिल में तो लगती है सारी दुनिया प्यारी
हम सारी दुनिया के सारी दुनिया हमारी
दे-दे प्यार दे …

de-de pyār de
de-de pyār de pyār de pyār de-de hameṅ pyār de -2
duniyā vāle kuchh bhī samjheṅ ham haiṅ prem dīvāne
jahāṇ bhī jāeṇ tujhe pukāreṅ gā ke prem tarāne
de-de pyār de …

āne ko to roz hī āte sūraj-chāṇd-sitāre
ho phir bhī aṇdherī hai ye duniyā tū hī rāh dikhāe
prem-pyār-sukh-chain kī varṣhā terī nazar se barse
ye dukh-dard kī āg meṅ bhī koī dil nā pyāsā tarse
de-de pyār de …

yahāṇ diloṅ ke bīch khaṛī jo vo dīvār girā de
hāṇ dil meṅ soī-soī aisī pyār kī jot jagā de
pyār ho dil meṅ to lagtī hai sārī duniyā pyārī
ham sārī duniyā ke sārī duniyā hamārī
de-de pyār de …