Title (Indic)शीशे से बनी इक लड़की पत्थर के नगर में आई WorkDastak Year1996 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rajesh Roshan Performer Kumar Sanu Writer Javed Akhtar LyricsHindiशीशे से बनी इक लड़की पत्थर के नगर में आई वो ढूंढ रही थी मोती और पत्थर से टकराई शीशे से बनी इक … शीशे से बनी ये लड़की इस बात से है अन्जानी जब रेत चमकती है तो लगती है बरसे पानी ये फूल हैं सब कागज़ के लेकिन वो समझ न पाई शीशे से बनी इक … शीशे से बनी लड़की से कह दो कि न बाद में रोना कुछ लोग जो हैं पीतल के कहते हैं वो खुद को सोना ये झूठ का पुल टूटेगा और गहरी है ग़म की खाई शीशे से बनी इक … Englishśhīśhe se banī ik laṛkī patthar ke nagar meṅ āī vo ḍhūṅḍh rahī thī motī aur patthar se ṭakrāī śhīśhe se banī ik … śhīśhe se banī ye laṛkī is bāt se hai anjānī jab ret chamaktī hai to lagtī hai barse pānī ye phūl haiṅ sab kāgaz ke lekin vo samajh na pāī śhīśhe se banī ik … śhīśhe se banī laṛkī se kah do ki na bād meṅ ronā kuchh log jo haiṅ pītal ke kahte haiṅ vo khud ko sonā ye jhūṭh kā pul ṭūṭegā aur gahrī hai ġham kī khāī śhīśhe se banī ik …