दश्त-ए-तन्हाई में ऐ जान-ए-जहाँ लरज़ान है
दश्त-ए-तन्हाई में ऐ जान-ए-जहान लरज़ान है
तेरी आवाज़ के साये तेरे होंठों के सेराब
दश्त-ए-तन्हाई में दूरी के खस-ओ-खाग़ तले
खिल रहे हैं तेरे पहलू के सामें और गुलाब
दश्त-ए-तन्हाई में …
उठ रही है कहीं क़ुरबत से तेरी साँस की आँच
अपनी खुशबू में सुलगती हुई
मद्धम, मद्धम दूर उफ़क़ पार चमकती हुइ
क़तरा क़तरा मिल रही है तेरी दिलदार नज़र की शबनम
दश्त-ए-तन्हाई में …
इस क़दर प्यार से ऐ जान-ए-जहाँ रखा है
दिल के रुख़सार पे इस वक़्त तेरी याद ने हाथ
यूँ ग़ुमाँ होता है गरजे है अभी सुभ-ए-फ़िराक़
ढल गय्य हिज्र का दिन आ भी गयी वस्ल की रात
दश्त-ए-तन्हाई में …
दश्त-ए-तन्हाई में ऐ जान-ए-जहान लरज़ान है
तेरी आवाज़ के साये तेरे होंठों के सेराब्
daśht-e-tanhāī meṅ ai jān-e-jahān larazān hai
terī āvāz ke sāye tere hoṅṭhoṅ ke serāb
daśht-e-tanhāī meṅ dūrī ke khas-o-khāġh tale
khil rahe haiṅ tere pahlū ke sāmeṅ aur gulāb
daśht-e-tanhāī meṅ …
uṭh rahī hai kahīṅ qurbat se terī sāṇs kī āṇch
apnī khuśhbū meṅ sulagtī huī
maddham, maddham dūr ufaq pār chamaktī hui
qatrā qatrā mil rahī hai terī dildār nazar kī śhabnam
daśht-e-tanhāī meṅ …
is qadar pyār se ai jān-e-jahāṇ rakhā hai
dil ke rukhsār pe is vaqt terī yād ne hāth
yūṇ ġhumāṇ hotā hai garje hai abhī subh-e-firāq
ḍhal gayy hijr kā din ā bhī gayī vasl kī rāt
daśht-e-tanhāī meṅ …
daśht-e-tanhāī meṅ ai jān-e-jahān larazān hai
terī āvāz ke sāye tere hoṅṭhoṅ ke serāb