रामा, रामा,
दर्शन देना रामा -2
तरस रहे हैं हम
दर्शन देना रामा
( ताशर ?? थे तुमरे चरण-कँवल के
जानकी-नाथा दया करो ) -2
रामा मानो हमारा भद जन ??
दर्शन देना रामा
सारे जग के पालनहारे
( सारे जग के पालनहारे
माता-पिता-अन्नदाता तुम हो ) -2
हम हैं तुम्हारे हमको बचाओ -2
नइया हमारी पार लगाओ -2
दूर करो संकट को हमारे
भद्र गिरीशा
सीता रामा
को: राम-राम सीता-राम जानकी-नन्दन सीता-राम
जय-जय राम सीता-राम्
rāmā, rāmā,
darśhan denā rāmā -2
taras rahe haiṅ ham
darśhan denā rāmā
( tāśhar ?? the tumre charaṇ-kṇval ke
jānkī-nāthā dayā karo ) -2
rāmā māno hamārā bhad jan ??
darśhan denā rāmā
sāre jag ke pālanhāre
( sāre jag ke pālanhāre
mātā-pitā-anndātā tum ho ) -2
ham haiṅ tumhāre hamko bachāo -2
naiyā hamārī pār lagāo -2
dūr karo saṅkaṭ ko hamāre
bhadr girīśhā
sītā rāmā
ko: rām-rām sītā-rām jānkī-nandan sītā-rām
jay-jay rām sītā-rām