Dar pe aae hain qasam le dil hathelee par hai

दर पे आए हैं क़सम ले दिल हथेली पर है
Year
Language

दर पे आए हैं क़सम ले
दिल हथेली पर है सुन ले
हम न जाएंगे

ज़िन्दगी में तो किसी से प्यार करना था ज़रूर -2
मर गए हम आप पर वैसे भी मरना था ज़रूर
हाँ जी मरना था ज़रूर
जान लब पर है कसम ले साँस जब तक है सुन ले हम न जाएंगे
दर पे आए हैं …

यूँ न ठोकर मारिए कि टूट जाएगा ये दिल -2
आप पछताएंगे फिर न हाथ आएगा ये दिल -2
ले इसी दिल की क़सम ले ख़ाक़ हो कर तू भी सुन ले हम न जाएंगे
दर पे आए हैं …

मयक़दा भी राह में था तोड़ आए हैं उसे -2
जाम अपने हाथ में था छोड़ आए हैं उसे -2
तेरे प्यासे हैं क़सम ले दूर से आए हैं सुन ले हम न जाएंगे
दर पे आए हैं …

dar pe āe haiṅ qasam le
dil hathelī par hai sun le
ham na jāeṅge

zindgī meṅ to kisī se pyār karnā thā zarūr -2
mar gae ham āp par vaise bhī marnā thā zarūr
hāṇ jī marnā thā zarūr
jān lab par hai kasam le sāṇs jab tak hai sun le ham na jāeṅge
dar pe āe haiṅ …

yūṇ na ṭhokar mārie ki ṭūṭ jāegā ye dil -2
āp pachhtāeṅge phir na hāth āegā ye dil -2
le isī dil kī qasam le khāq ho kar tū bhī sun le ham na jāeṅge
dar pe āe haiṅ …

mayaqdā bhī rāh meṅ thā toṛ āe haiṅ use -2
jām apne hāth meṅ thā chhoṛ āe haiṅ use -2
tere pyāse haiṅ qasam le dūr se āe haiṅ sun le ham na jāeṅge
dar pe āe haiṅ …