Dam se gaye hamdam ke liye

दम से गये हमदम के लिये
Work
Year
Language

हम दम से गये हमदम के लिये
हमदम की क़सम हमदम न मिला
दम से गये …

फिर भी कहे जा तू अपना अफ़साना
साथी मिल जायेगा न रुक जाना
ओ दिल तेरी कली अभी तो नहीं खिली
अभी वो मौसम न मिला
दम से गये …

ऐ दिल चमका तू अपने दाग़ों को
रोशन किये जा बुझे चिराग़ों को
तू गाये जा मेरी जाँ ये दुनियाँ है यहाँ
किसी को मरहम न मिला
दम से गये …

ham dam se gaye hamdam ke liye
hamdam kī qasam hamdam na milā
dam se gaye …

phir bhī kahe jā tū apnā afsānā
sāthī mil jāyegā na ruk jānā
o dil terī kalī abhī to nahīṅ khilī
abhī vo mausam na milā
dam se gaye …

ai dil chamkā tū apne dāġhoṅ ko
rośhan kiye jā bujhe chirāġhoṅ ko
tū gāye jā merī jāṇ ye duniyāṇ hai yahāṇ
kisī ko maraham na milā
dam se gaye …