ओ
( दम है बाकी तो ग़म नहीं
ऐश के रस्ते कम नहीं ) -2
( आँख वो क्या, दिल ही वो क्या
जो न करे कोई ख़ता ) -2
हाथ बढ़ा साज उठा
दुनिया का ग़म करे अपनी बला
( दम है बाकी तो ग़म नहीं
ऐश के रस्ते कम नहीं ) -2
आ: ( कल के आज आज न ढल
दिल से मिटा ग़म का असर ) -2
सोचना कल आह न भर
आँखों में बसेरा कर दिल में उतर
( दम है बाकी तो ग़म नहीं
ऐश के रस्ते कम नहीं ) -2
( रुत है जवाँ वक़्त हसीं
जश्न रहे आज यहीं ) -2
कल का यक़ीं हमको नहीं
थन ही न जाये कहीं घूमती ज़मीं
( दम है बाकी तो ग़म नहीं
ऐश के रस्ते कम नहीं ) -2
आ: हे हे, हे हे
हे हे हे
दम है बाकी तो ग़म नहीं
ऐश के रस्ते कम नहीं
o
( dam hai bākī to ġham nahīṅ
aiśh ke raste kam nahīṅ ) -2
( āṇkh vo kyā, dil hī vo kyā
jo na kare koī khatā ) -2
hāth baṛhā sāj uṭhā
duniyā kā ġham kare apnī balā
( dam hai bākī to ġham nahīṅ
aiśh ke raste kam nahīṅ ) -2
ā: ( kal ke āj āj na ḍhal
dil se miṭā ġham kā asar ) -2
sochnā kal āh na bhar
āṇkhoṅ meṅ baserā kar dil meṅ utar
( dam hai bākī to ġham nahīṅ
aiśh ke raste kam nahīṅ ) -2
( rut hai javāṇ vaqt hasīṅ
jaśhn rahe āj yahīṅ ) -2
kal kā yaqīṅ hamko nahīṅ
than hī na jāye kahīṅ ghūmtī zamīṅ
( dam hai bākī to ġham nahīṅ
aiśh ke raste kam nahīṅ ) -2
ā: he he, he he
he he he
dam hai bākī to ġham nahīṅ
aiśh ke raste kam nahīṅ