Title (Indic)ये क्या है ढंग ज़माने का WorkDak Babu Year1954 LanguageHindi Credits Role Artist Music Pt. Dhaniram Performer Talat Mahmood Writer Prem Dhawan LyricsHindiये क्या है ढंग ज़माने का कैसी ये खुदाई है हर एक भलाई का बदला दुनिया में बुराई है ये क्या है ढंग ज़माने का हर बात बने अफ़साना जहाँ हर नाम पे तोहमत आती हो उठते ही कोई मासूम नज़र बस रुसवाई हो जाती हो ऐ दिल ऐसी महफ़िल से तो बेहतर तनहाई है हर एक भलाई का बदला दुनिया में बुराई है ये क्या है ढंग ज़माने का दिल पार हुआ बेज़ार हुआ अब जीना यहाँ दुशवार हुआ दिल पार हुआ बेज़ार हुआ झूठे तानों को सुनकर मैं मजबूर हुआ लाचार हुआ कहीं ले चल ऐ दिल ये नगरी मुझे रास न आई है हर एक भलाई का बदला दुनिया में बुराई है ये क्या है ढंग ज़माने का Englishye kyā hai ḍhaṅg zamāne kā kaisī ye khudāī hai har ek bhalāī kā badlā duniyā meṅ burāī hai ye kyā hai ḍhaṅg zamāne kā har bāt bane afsānā jahāṇ har nām pe tohmat ātī ho uṭhte hī koī māsūm nazar bas rusvāī ho jātī ho ai dil aisī mahafil se to behtar tanhāī hai har ek bhalāī kā badlā duniyā meṅ burāī hai ye kyā hai ḍhaṅg zamāne kā dil pār huā bezār huā ab jīnā yahāṇ duśhvār huā dil pār huā bezār huā jhūṭhe tānoṅ ko sunkar maiṅ majbūr huā lāchār huā kahīṅ le chal ai dil ye nagrī mujhe rās na āī hai har ek bhalāī kā badlā duniyā meṅ burāī hai ye kyā hai ḍhaṅg zamāne kā