Title (Indic)अम्बुआ की डारी पे बोले रे कोयलिया WorkDahej Year1950 LanguageHindi Credits Role Artist Music Vasant Desai Performer Jayshree Writer Shums Lucknowi LyricsHindiअम्बुआ की डारी पे बोले रे कोयलिया प्रीत न करना अजी, प्रीत न करना जी बोले रे कोयलिया … सुलग सुलग मैं काली भयी कोयला बनी ना राख जल जल के मरना अजी, प्रीत न करना जी बोले रे कोयलिया … शहद के अन्दर ज़हर भरा है पता नहीं वो किस ने किया है आहें न भरना अजी, प्रीत न करना जी बोले रे कोयलिया … खुशबू से तुम मस्त न होना काँटों को हाथों से न छूना फूलों से डरना अजी, प्रीत न करना जी बोले रे कोयलिया … Englishambuā kī ḍārī pe bole re koyliyā prīt na karnā ajī, prīt na karnā jī bole re koyliyā … sulag sulag maiṅ kālī bhayī koylā banī nā rākh jal jal ke marnā ajī, prīt na karnā jī bole re koyliyā … śhahad ke andar zahar bharā hai patā nahīṅ vo kis ne kiyā hai āheṅ na bharnā ajī, prīt na karnā jī bole re koyliyā … khuśhbū se tum mast na honā kāṇṭoṅ ko hāthoṅ se na chhūnā phūloṅ se ḍarnā ajī, prīt na karnā jī bole re koyliyā …