Title (Indic)दो नैन हाय हाय तेरे दो नैन् WorkDada Year1966 LanguageHindi Credits Role Artist Music Usha Khanna Performer Mukesh Writer Asad Bhopali LyricsHindiमु: दो नैन हाय हाय तेरे दो नैन -2 रंगीन छलकते प्याले कहने को हैं भोले-भाले हैं आग लगाने वाले दो नैन हाय हाय … ऊ: दो नैन हाय हाय तेरे दो नैन -2 मासूम बड़े शर्मीले ये जाम जो कोई पी ले जी भर के जहाँ में जी ले दो नैन हाय हाय … मु: सबसे निराले नैन हैं तेरे जिनके हैं दीवाने सभी जाने कितने रूप हैं इनके ज़हर हैं कभी अमृत हैं कभी जब चाहें शराबी कर दें हर चीज़ गुलाबी कर दें इक पल में ख़राबी कर दें दो नैन हाय हाय … ऊ: उठते-झुकते इन नैनों में इकरार और इंकार भी है बदली-बदली इन नज़रों में गुस्सा भी है प्यार भी है पूछो न फ़साना इनका चूके न निशाना इनका है आज ज़माना इनका दो: दो नैन हाय हाय … Englishmu: do nain hāy hāy tere do nain -2 raṅgīn chhalakte pyāle kahne ko haiṅ bhole-bhāle haiṅ āg lagāne vāle do nain hāy hāy … ū: do nain hāy hāy tere do nain -2 māsūm baṛe śharmīle ye jām jo koī pī le jī bhar ke jahāṇ meṅ jī le do nain hāy hāy … mu: sabse nirāle nain haiṅ tere jinke haiṅ dīvāne sabhī jāne kitne rūp haiṅ inke zahar haiṅ kabhī amṛt haiṅ kabhī jab chāheṅ śharābī kar deṅ har chīz gulābī kar deṅ ik pal meṅ kharābī kar deṅ do nain hāy hāy … ū: uṭhte-jhukte in nainoṅ meṅ ikrār aur iṅkār bhī hai badlī-badlī in nazroṅ meṅ gussā bhī hai pyār bhī hai pūchho na fasānā inkā chūke na niśhānā inkā hai āj zamānā inkā do: do nain hāy hāy …