Daayee aankh bole kabhee baayee aankh bole

दायी आँख बोले कभी बायी आँख बोले
Work
Year
Language

दायी आँख बोले कभी बायी आँख बोले
कित्ती बार ये किवाड़े भिड़े कभी खोले

देख देख राहें नैना थकने लगे हैं
पिय किस देस जा के बसने लगे हैं
दायि आँख रोये कभि, बायि आँख रोये …

एक आस डूबे मन की एक आस जागे
जागी-जागी सोये बिरहन सोयी-सोयी जागे
दायी ओर डोले कभी बायी ओर डोले …

dāyī āṇkh bole kabhī bāyī āṇkh bole
kittī bār ye kivāṛe bhiṛe kabhī khole

dekh dekh rāheṅ nainā thakne lage haiṅ
piy kis des jā ke basne lage haiṅ
dāyi āṇkh roye kabhi, bāyi āṇkh roye …

ek ās ḍūbe man kī ek ās jāge
jāgī-jāgī soye birahan soyī-soyī jāge
dāyī or ḍole kabhī bāyī or ḍole …