दारू की बोतल में ... फिर ना कहना मिचल दारू
दारू की बोतल में साहेब पानी भरता है
फिर ना कहना michal दारू पी कर दंगा करता है
शी शीश ए कैसा करता ऐसा काहे को होता
देख ले जिस दिन michal को रात को सेठ नहीं सोता
ख़ुद चोरी करता है लेकिन चोर से डरता है
फिर ना कहना …
जंगल में हैं मोर बड़े शहर में हैं चोर बड़े
अपने भी उस्ताद यहाँ पड़े हुए और बड़े
michal तो लोगों की बस ख़ाली जेब कतरता है
फिर ना कहना …
साल-महीने के लिए खाने-पीने के लिए
कितना पैसा चाहिए आख़िर जीने के लिए
लोग दीवाने हैं जो इस पैसे पे मरता है
फिर ना कहना …
dārū kī botal meṅ sāheb pānī bhartā hai
phir nā kahnā michal dārū pī kar daṅgā kartā hai
śhī śhīśh e kaisā kartā aisā kāhe ko hotā
dekh le jis din michal ko rāt ko seṭh nahīṅ sotā
khud chorī kartā hai lekin chor se ḍartā hai
phir nā kahnā …
jaṅgal meṅ haiṅ mor baṛe śhahar meṅ haiṅ chor baṛe
apne bhī ustād yahāṇ paṛe hue aur baṛe
michal to logoṅ kī bas khālī jeb katartā hai
phir nā kahnā …
sāl-mahīne ke lie khāne-pīne ke lie
kitnā paisā chāhie ākhir jīne ke lie
log dīvāne haiṅ jo is paise pe martā hai
phir nā kahnā …