la: dekho āyā ye kaisā zamānā -2
ye duniyā ajāyabkhānā re
dekho āyā ye kaisā zamānā
ko: dekho āyā ye kaisā zamānā
o dekho āyā ye kaisā zamānā
ye duniyā ajāyabkhānā re
dekho āyā ye kaisā zamānā
o dekho āyā ye kaisā zamānā
la: kālī ghoṛī pe baiṭh ke
kal ham gaye bazār
are tel to dekhā thā pahle se
aur dekhī tel kī dhār
jo kuchh dekhā dekh ke hamko
are jo kuchh dekhā dekh ke hamko
yād āye sirīrāmā re
dekho āyā ye kaisā zamānā
ko: dekho āyā ye kaisā zamānā
o dekho āyā ye kaisā zamānā
dekho āyā ye kaisā zamānā, zamānā o ho ho
la: āyā ye kaisā zamānā
dekho āyā ye kaisā zamānā
chor kī chaukīdārī dekhī
aur aṅdhoṅ kī ṭhakurāī
dekhe bagulā bhagat hazāroṅ
gup-chup kareṅ safāī
māṅgeṅ bhīkh karoṛimal jī
damaṛīlāl dhanvānā
dekho āyā ye kaisā zamānā
ko: dekho āyā ye kaisā zamānā
o dekho āyā ye kaisā zamānā
dekho āyā ye kaisā zamānā, zamānā o ho ho
la: āyā ye kaisā zamānā
dekho āyā ye kaisā zamānā
sab qudarat kā khel hai bhāī
kah gaye dās kabīr
roz badaltī hai ye duniyā
aur badle har taqdīr
jiskī nazar kabhī na badle
are iskī nazar kabhī na badle
hai lākhoṅ meṅ vahī sayānā re
dekho āyā ye kaisā zamānā
ko: dekho āyā ye kaisā zamānā
o dekho āyā ye kaisā zamānā
dekho āyā ye kaisā zamānā, zamānā o ho ho
la: āyā ye kaisā zamānā
dekho āyā ye kaisā zamānā
ye duniyā ajāyabkhānā re
dekho āyā ye kaisā zamānā
o dekho āyā ye kaisā zamānā