Title (Indic)जाता हूँ मैं मुझे अब ना बुलाना WorkDaadi Maa Year1966 LanguageHindi Credits Role Artist Music Roshan Performer Mohammad Rafi Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindiजाता हूँ मैं मुझे अब ना बुलाना मेरी याद भी अपने दिल में न लाना मेरा है क्या मेरी मन्ज़िल न कोई ठिकाना जाता हूँ मैं ( प्यासा था बचपन जवानी भी मेरी प्यासी पीछे ग़मों की गली आगे उदासी ) -2 हो मैं तन्हाई का राही कोई अपना ना बेगाना मुझे अब न बुलाना मेरी याद भी अपने दिल में न लाना मेरा है क्या मेरी मन्ज़िल न कोई ठिकाना जाता हूँ मैं ( मुझको हँसी भी मिली साये लिये दुख के खुल के न रोया किसी काँधे पे झुक के ) -2 हो मेरा जीवन भी क्या है अधूरा सा इक अफ़साना मुझे अब न बुलाना मेरी याद भी अपने दिल में न लाना मेरा है क्या मेरी मन्ज़िल न कोई ठिकाना जाता हूँ मैं ( था प्यार का इक दिया वो भी बुझा डाला धुँधला सा भी कहीं क्यूँ हो उजाला ) -2 हो अब उन यादों से कह दो मेरी दुनिया में ना आना मुझे अब न बुलाना मेरी याद भी अपने दिल में न लाना मेरा है क्या मेरी मन्ज़िल न कोई ठिकाना Englishjātā hūṇ maiṅ mujhe ab nā bulānā merī yād bhī apne dil meṅ na lānā merā hai kyā merī manzil na koī ṭhikānā jātā hūṇ maiṅ ( pyāsā thā bachapan javānī bhī merī pyāsī pīchhe ġhamoṅ kī galī āge udāsī ) -2 ho maiṅ tanhāī kā rāhī koī apnā nā begānā mujhe ab na bulānā merī yād bhī apne dil meṅ na lānā merā hai kyā merī manzil na koī ṭhikānā jātā hūṇ maiṅ ( mujhko hṇsī bhī milī sāye liye dukh ke khul ke na royā kisī kāṇdhe pe jhuk ke ) -2 ho merā jīvan bhī kyā hai adhūrā sā ik afsānā mujhe ab na bulānā merī yād bhī apne dil meṅ na lānā merā hai kyā merī manzil na koī ṭhikānā jātā hūṇ maiṅ ( thā pyār kā ik diyā vo bhī bujhā ḍālā dhuṇdhlā sā bhī kahīṅ kyūṇ ho ujālā ) -2 ho ab un yādoṅ se kah do merī duniyā meṅ nā ānā mujhe ab na bulānā merī yād bhī apne dil meṅ na lānā merā hai kyā merī manzil na koī ṭhikānā