ka: maiṅ to raste se jā rahā thā
maiṅ to bhelpūrī khā rahā thā
maiṅ to laṛkī ghumā rahā thā
raste se jā rahā thā, bhelpūrī khā rahā thā,
laṛkī ghumā rahā thā,
tujhko mirchī lagī to maiṅ kyā karūṇ -2
a: maiṅ to raste se jā rahī thī
maiṅ to āis-krīm khā rahī thī
ho, maiṅ to nainā laṛā rahī thī
raste se jā rahī thī, āis-krīm khā rahī thī,
nainā laṛā rahī thī
tujhko mirchī lagī to maiṅ kyā karūṇ -2
ka: (jale chāhe sārā zamānā
chāhe tujhe terā dīvānā) -2
a: saṅg tere maiṅ bhāg jāūṇ
nazar kisī ko bhī na āūṇ
ka: log dilvāloṅ se yār jalte haiṅ
a: kaise batāūṇ kyā-kyā chāl chalte haiṅ
ka: maiṅ to gāṛī se jā rahā thā
maiṅ to sīṭī bajā rahā thā
maiṅ to ṭopī phirā rahā thā
ho, gāṛī se jā rahā thā, sīṭī bajā rahā thā,
ṭopī phirā rahā thā
tujhko dhakkā lagā to maiṅ kyā karūṇ -2
a: (naī koī pikchar dikhā de
mujhe kahīṅ khānā khilā de) -2
ka: zarā nigāhoṅ se pilā de
pyās mere dil kī bujhā de
a: āj tujhe jī bhar ke pyār karnā hai
ka: terī nigāhoṅ se dīdār karnā hai
a: maiṅ to ṭhumkā lagā rahī thī
maiṅ to gīt koī gā rahī thī
maiṅ to chakkar chalā rahī thī
ṭhumkā lagā rahī thī, gīt koī gā rahī thī,
chakkar chalā rahī thī
terī nānī mari to maiṅ kyā karūṇ -2
ka: maiṅ to raste se jā rahā thā
maiṅ to bhelpūrī khā rahā thā
maiṅ to laṛkī ghumā rahā thā
raste se jā rahā thā, bhelpūrī khā rahā thā,
laṛkī ghumā rahā thā,
tujhko mirchī lagī to maiṅ kyā karūṇ -2