चुरा के दिल मेरा गोरिया चली
चुरा के दिल मेरा गोरिया चली - 2
उड़ा के निंदिया कहाँ तू चली
पागल हुआ दीवाना हुआ
कैसी ये दिल की लगी
चुरा के दिल तेरा चली मैं चली
मुझे क्या पता कहाँ मैं चली
मंज़िल मेरी बस तू ही तू
चुरा के दिल मेरा चुरा के दिल
अभी तो लगे हैं चाहतों के मेले
अभी दिल मेरा धड़कनों से खेले
किसी मोड़ पे मैं तुमको पुकारूं
बहाना कोई बना तो ना लोगे
अगर मैं बता दूं मेरे दिल में क्या है
तुम मुझसे निगाहें चुरा तो ना लोगे
अगर बढ़ गयी है बेताबियां
कहीं मुझसे दामन छुड़ा तो ना लोगे
कहता है दिल धड़कते हुए
तुम सनम हमारे हम तुम्हारे हुए
मंज़िल मेरी बस तू ही तू - 2
तेरी गली मैं चली
चुरा के दिल मेरा गोरिया चली
चुरा के दिल तेरा चली मैं चली
नही बेवफ़ा तुम ये मुझको खबर है
बदलती रुतों से मगर मुझको डर है
नई हसरतों की नई सेज पर तुम
नया फूल कोई सजा तो ना लोगे
वफ़ाएं तो मुझसे बहुत तुमने की है
मगर इस जहाँ में हसीं और भी हैं
कसम मेरी खा कर इतना बता दो
किसी और से दिल लगा तो ना लोगे
धीरे धीरे चोरी cओरी आके मिल
टूट ना जाये प्यार भरा दिल
मंज़िल मेरी बस तू ही तू - 2
तेरी गली मैं चली
चुरा के दिल मेरा गोरिया चली
churā ke dil merā goriyā chalī - 2
uṛā ke niṅdiyā kahāṇ tū chalī
pāgal huā dīvānā huā
kaisī ye dil kī lagī
churā ke dil terā chalī maiṅ chalī
mujhe kyā patā kahāṇ maiṅ chalī
maṅzil merī bas tū hī tū
churā ke dil merā churā ke dil
abhī to lage haiṅ chāhtoṅ ke mele
abhī dil merā dhaṛaknoṅ se khele
kisī moṛ pe maiṅ tumko pukārūṅ
bahānā koī banā to nā loge
agar maiṅ batā dūṅ mere dil meṅ kyā hai
tum mujhse nigāheṅ churā to nā loge
agar baṛh gayī hai betābiyāṅ
kahīṅ mujhse dāman chhuṛā to nā loge
kahtā hai dil dhaṛakte hue
tum sanam hamāre ham tumhāre hue
maṅzil merī bas tū hī tū - 2
terī galī maiṅ chalī
churā ke dil merā goriyā chalī
churā ke dil terā chalī maiṅ chalī
nahī bevafā tum ye mujhko khabar hai
badaltī rutoṅ se magar mujhko ḍar hai
naī hasartoṅ kī naī sej par tum
nayā phūl koī sajā to nā loge
vafāeṅ to mujhse bahut tumne kī hai
magar is jahāṇ meṅ hasīṅ aur bhī haiṅ
kasam merī khā kar itnā batā do
kisī aur se dil lagā to nā loge
dhīre dhīre chorī corī āke mil
ṭūṭ nā jāye pyār bharā dil
maṅzil merī bas tū hī tū - 2
terī galī maiṅ chalī
churā ke dil merā goriyā chalī