चुपके से सुन इस पल की धुन ... तेरी आँखों से मैने देखा
चुपके से सुन इस पल की धुन इस पल में जीवन सारा
सपनों की है दुनिया यही मेरी आँखों से देखो ज़रा
गहरा धुआँ छटने लगा कोहरे छंटे
देखो चारों तरफ़ अब नूर है जन्नत का
उजली ज़मीं नीला गगन पानी पे बहता शिकारा
सपनों की है दुनिया यही तेरी आँखों से मैने देखा
चुपके से सुन …
आशा के पर लगे पंछी बन के मैं उड़ी
जिनकी थी आर्ज़ू उन राहों से मैं जुड़ी
कुछ पा गई कुछ खो गया जाने मुझे क्या हो गया
जागी जागी सोई सोई रहती हूं खोई खोई
मेरी बेकरारी कोई जाने ना जाने ना
रुत है दीवानी बड़ी छेड़े मुझे घड़ी घड़ी
ऐसे में अनाड़ी दिल माने ना माने ना
सपनों की है दुनिया …
मौसम का हो गया जाने कैसा ये असर
चेहरे से अब हटती नहीं मेरी नज़र
कोई कहीं ना पास है बस प्यार का एहसास है
खुश्बू का झोंका आए हमें महका के जाए
हमको न कुछ भी खबर है खबर है
दूर शहनाई बजी यादों की दुल्हन सजी
सीने पे तुम्हारे मेरा सर है सर है
सपनों की है दुनिया …
chupke se sun is pal kī dhun is pal meṅ jīvan sārā
sapnoṅ kī hai duniyā yahī merī āṇkhoṅ se dekho zarā
gahrā dhuāṇ chhaṭne lagā kohre chhaṅṭe
dekho chāroṅ taraf ab nūr hai jannat kā
ujlī zamīṅ nīlā gagan pānī pe bahtā śhikārā
sapnoṅ kī hai duniyā yahī terī āṇkhoṅ se maine dekhā
chupke se sun …
āśhā ke par lage paṅchhī ban ke maiṅ uṛī
jinkī thī ārzū un rāhoṅ se maiṅ juṛī
kuchh pā gaī kuchh kho gayā jāne mujhe kyā ho gayā
jāgī jāgī soī soī rahtī hūṅ khoī khoī
merī bekrārī koī jāne nā jāne nā
rut hai dīvānī baṛī chheṛe mujhe ghaṛī ghaṛī
aise meṅ anāṛī dil māne nā māne nā
sapnoṅ kī hai duniyā …
mausam kā ho gayā jāne kaisā ye asar
chehre se ab haṭtī nahīṅ merī nazar
koī kahīṅ nā pās hai bas pyār kā ehsās hai
khuśhbū kā jhoṅkā āe hameṅ mahkā ke jāe
hamko na kuchh bhī khabar hai khabar hai
dūr śhahnāī bajī yādoṅ kī dulhan sajī
sīne pe tumhāre merā sar hai sar hai
sapnoṅ kī hai duniyā …