चुनरी उड़ी रे उड़ी ... चुनरी उड़े तो अख फड़के
चुनरी
उड़ी रे उड़ी
चुनरी उड़े तो अख फड़के दीवाने की जां तड़पे
जब कोई लड़की देखे तो दिल करे धक धक धक
धक धक धक
चुनरी उड़े तो …
मेरे रूप रंग में जादू है मेरा अंग अंग मस्ताना
मेरी जिंदड़ी ओ मेरी जान-ए-मन सीने से आके लग जाना
शरबती आँखों में तेरे इन गालों में
मैं उलझ जाता हूं रेशमी बालों में
ऐसे न जा पागल करके दीवाने की जां तड़पे
चुनरी उड़े तो …
मेरी सोणिये ज़रा करने दे कुछ प्यार व्यार की बातें
तेरे बिना नहीं कटती हैं तन्हाइयों में अब रातें
जागती रहती हूं नींद नहीं आती है
इश्क़ की बेचैनी मुझको तड़पाती है
शोला कोई तन में भड़के दीवाने की जां तड़पे
चुनरी उड़े तो …
chunrī
uṛī re uṛī
chunrī uṛe to akh phaṛke dīvāne kī jāṅ taṛpe
jab koī laṛkī dekhe to dil kare dhak dhak dhak
dhak dhak dhak
chunrī uṛe to …
mere rūp raṅg meṅ jādū hai merā aṅg aṅg mastānā
merī jiṅdaṛī o merī jān-e-man sīne se āke lag jānā
śharabtī āṇkhoṅ meṅ tere in gāloṅ meṅ
maiṅ ulajh jātā hūṅ reśhmī bāloṅ meṅ
aise na jā pāgal karke dīvāne kī jāṅ taṛpe
chunrī uṛe to …
merī soṇiye zarā karne de kuchh pyār vyār kī bāteṅ
tere binā nahīṅ kaṭtī haiṅ tanhāiyoṅ meṅ ab rāteṅ
jāgtī rahtī hūṅ nīṅd nahīṅ ātī hai
iśhq kī bechainī mujhko taṛpātī hai
śholā koī tan meṅ bhaṛke dīvāne kī jāṅ taṛpe
chunrī uṛe to …