चुनरी चुनरी ... लाल गंज के लाल बाग से लाल चुनरिया लाई
चुनरी चुनरी चुनरी चुनरी
लाल गंज के लाल बाग से लाल चुनरिया लाई
लाल रंग में डाल डाल के लाल लाल रंगवाई
आजा ना छू ले मेरी चुनरी सनम
कुछ ना मैं बोलूँ तुझे मेरी कसम
आई जवानी सर पे मेरे
तेरे बिन क्या करूँ जवानी बेरहम हाय
आजा ना छू ले …
मेरी चुनरी लाल रंग की शरमाए घबराए
तू जो डाले इस पे नज़र ये और लाल हो जाए
तेरी चुनरी लिपट लिपट के पागल मुझे बनाए
पहले से ही तड़प रहा था और मुझे तड़पाए
जान-ए-तमन्ना कर ना ऐसे सितम
कुछ ना मैं बोलूँ …
चिकने चिकने बदन से तेरे सर सर चुनरी सरके
ऐसा लगे के बिन बादल अम्बर पे बिजली कड़के
जी करता है ये बिजली मैं तुझ पे आज गिराऊँ
तुझ को भर लूँ बाहोँ में ये चुनरी तुझे उड़ाऊँ
बढ़ता ही जाए दर्द हो ना खतम
कुछ ना मैं बोलूँ …
chunrī chunrī chunrī chunrī
lāl gaṅj ke lāl bāg se lāl chunriyā lāī
lāl raṅg meṅ ḍāl ḍāl ke lāl lāl raṅgvāī
ājā nā chhū le merī chunrī sanam
kuchh nā maiṅ bolūṇ tujhe merī kasam
āī javānī sar pe mere
tere bin kyā karūṇ javānī beraham hāy
ājā nā chhū le …
merī chunrī lāl raṅg kī śharmāe ghabrāe
tū jo ḍāle is pe nazar ye aur lāl ho jāe
terī chunrī lipaṭ lipaṭ ke pāgal mujhe banāe
pahle se hī taṛap rahā thā aur mujhe taṛpāe
jān-e-tamannā kar nā aise sitam
kuchh nā maiṅ bolūṇ …
chikne chikne badan se tere sar sar chunrī sarke
aisā lage ke bin bādal ambar pe bijlī kaṛke
jī kartā hai ye bijlī maiṅ tujh pe āj girāūṇ
tujh ko bhar lūṇ bāhoṇ meṅ ye chunrī tujhe uṛāūṇ
baṛhtā hī jāe dard ho nā khatam
kuchh nā maiṅ bolūṇ …