चोट दिल पे लगी प्यार होने लगा
कु: हे हे हे हे हे
अ: ल ल ल ल ल ल आ आ आ आ
चोट दिल पे लगी प्यार होने लगा -2
वो अजनबी मेरे दिल को भला-भला सा लगा -2
कु: हम दीवानों की तो अब यही है दुआ -2
सारी उमर चाहतों का चलता रहे सिलसिला -2
अ: जब हुआ सामना हम दिल दे बैठें
इश्क़ की बेख़ुदी हम तो ले बैठें
हाँ जब हुआ सामना … हम तो ले बैठें
कु: पलकों के पीछे से तूने क्या कह डाला
दीवाना मैं बना
अ: वो मेरा मस्ताना आशिक़ कुछ मनचला सा लगा
कु: सारी उमर चाहतों का चलता रहे सिलसिला
अ: चोट दिल पे लगी प्यार होने लगा
वो अजनबी मेरे दिल को भला-भला सा लगा
कु: सारी उमर चाहतों का चलता रहे सिलसिला
अ: नींद में ख़्वाब में चुपके से आता है
हर घड़ी वो मेरा चैन चुराता है
हूँ नींद में ख़्वाब में … चैन चुराता है
कु: बाँहों के घेरे में अब मुझको रहने दे
छुने दे लब ज़रा
अ: ये बेक़ररी का मौसम धुआँ-धुआँ सा लगा
कु: हाँ सारी उमर चाहतों का चलता रहे सिलसिला
अ: चोट दिल पे लगी प्यार होने लगा -2
वो अजनबी मेरे दिल को भला-भला सा लगा
कु: हाँ सारी उमर चाहतों का चलता रहे सिलसिला
ku: he he he he he
a: la la la la la la ā ā ā ā
choṭ dil pe lagī pyār hone lagā -2
vo ajanbī mere dil ko bhalā-bhalā sā lagā -2
ku: ham dīvānoṅ kī to ab yahī hai duā -2
sārī umar chāhtoṅ kā chaltā rahe silsilā -2
a: jab huā sāmnā ham dil de baiṭheṅ
iśhq kī bekhudī ham to le baiṭheṅ
hāṇ jab huā sāmnā … ham to le baiṭheṅ
ku: palkoṅ ke pīchhe se tūne kyā kah ḍālā
dīvānā maiṅ banā
a: vo merā mastānā āśhiq kuchh manachlā sā lagā
ku: sārī umar chāhtoṅ kā chaltā rahe silsilā
a: choṭ dil pe lagī pyār hone lagā
vo ajanbī mere dil ko bhalā-bhalā sā lagā
ku: sārī umar chāhtoṅ kā chaltā rahe silsilā
a: nīṅd meṅ khvāb meṅ chupke se ātā hai
har ghaṛī vo merā chain churātā hai
hūṇ nīṅd meṅ khvāb meṅ … chain churātā hai
ku: bāṇhoṅ ke ghere meṅ ab mujhko rahne de
chhune de lab zarā
a: ye beqarrī kā mausam dhuāṇ-dhuāṇ sā lagā
ku: hāṇ sārī umar chāhtoṅ kā chaltā rahe silsilā
a: choṭ dil pe lagī pyār hone lagā -2
vo ajanbī mere dil ko bhalā-bhalā sā lagā
ku: hāṇ sārī umar chāhtoṅ kā chaltā rahe silsilā