Naa naa naa naa ... mehandee vehandee naa mujhko lagaanaa

ना ना ना ना ... मेहंदी वेहंदी ना मुझको लगाना
Year
Language

ना ना ना ना हो ना जी ना ना
मेहंदी वेहंदी ना मुझको लगाना
मुझे साजन के घर नहीं जाना
हो ना ना ना ना ना जी ना ना
मेहंदी वेहंदी ना …

चाहे कुछ भी कहे दिल दीवाना
दिल की बातों में मुझे नहीं आना
ना ना ना ना …

मैं तो घूंघट में जल गई
चुनरी मुझसे लिपट गई
नींद ना आए मुझे जाग मैं जाऊँ
कहीं लुक छुप जाऊं कहीं भाग मैं जाऊँ
कहाँ से आए जाने कहाँ ले जाए ये रस्ता अन्जाना
चाहे कुछ भी कहे …

मैं तो ओ ओ ओ जादू की पुड़िया
मैं तो शीशे की गुड़िया
मैं तो जादू की पुड़िया
मैं तो शीशे की गुड़िया
रूठ न जाऊं कहीं टूट न जाऊं कहीं
चल साथ सहेली मैं न जाऊं अकेली
चुप ना रहूंगी साजन से कहूंगी तू पास न आना
चाहे कुछ भी कहे …

nā nā nā nā ho nā jī nā nā
mehaṅdī vehaṅdī nā mujhko lagānā
mujhe sājan ke ghar nahīṅ jānā
ho nā nā nā nā nā jī nā nā
mehaṅdī vehaṅdī nā …

chāhe kuchh bhī kahe dil dīvānā
dil kī bātoṅ meṅ mujhe nahīṅ ānā
nā nā nā nā …

maiṅ to ghūṅghaṭ meṅ jal gaī
chunrī mujhse lipaṭ gaī
nīṅd nā āe mujhe jāg maiṅ jāūṇ
kahīṅ luk chhup jāūṅ kahīṅ bhāg maiṅ jāūṇ
kahāṇ se āe jāne kahāṇ le jāe ye rastā anjānā
chāhe kuchh bhī kahe …

maiṅ to o o o jādū kī puṛiyā
maiṅ to śhīśhe kī guṛiyā
maiṅ to jādū kī puṛiyā
maiṅ to śhīśhe kī guṛiyā
rūṭh na jāūṅ kahīṅ ṭūṭ na jāūṅ kahīṅ
chal sāth sahelī maiṅ na jāūṅ akelī
chup nā rahūṅgī sājan se kahūṅgī tū pās na ānā
chāhe kuchh bhī kahe …