चोरी से छुप छुपा के ... मुझे आज कुछ न कहना
चोरी से छुप छुपा के आया था मैं लगा के
फिर पान भी चबाया फिर इतर भी लगाया
थोड़ा सम्भल सम्भल के आया मैं सीधा चल के
पर लड़खड़ा गया मैं
मेरी चोरी पकड़ी गई ना
मुझे आज कुछ न कहना मेरा दिल ठिकाने हई ना
मुर्गे से बोली मुर्गी तोते से बोली मईना
उनका मज़ाक ठहरा मेरी जान गईना
मुझे आज कुछ न कहईना मेरा दिल ठिकाने हईना
मस्तियां और बढ़ें और नशा छाये
झूम उठे मेरा दिल पास जो तू आए
अब तुझको देखता हूँ मैं दिल में सोचता हूँ
कितनी हसीन है तू लड़की है या है जादू
है गोरा गोरा मुखड़ा ये काले काले नैना
मुझे आज कुछ न कहईना …
अब तक हूँ मैं कुंवारा मुश्किल है अब गुज़ारा
मंडप सजा हुआ है बाजा भी बज रहा है
चाहे तो साथ मेरे ले ले तू सात फेरे
ना ना अच्छा हूँ मैं अकेला शादी तो है झमेला
दिन रात की सलामी बीवी की है गुलामी
रोते अच्छे अच्छे मुझको तो तोता बन के
पिंजरे में नईयो रहना
मुझे आज कुछ न कहईना …
प्यार पर क़ैद है न दिल पे कोई पहरे
दूल्हा दुल्हन के हैं फूलों की तरह चेहरे
ये रानी और वो राजा गूंजा खुशी का बाजा
जारी है जश्न-ए-शादी बाकी है रात आधी
नाचूंगा गाऊंगा रे मैं आज सारी रईना
मुझे आज कुछ न कहईना …
chorī se chhup chhupā ke āyā thā maiṅ lagā ke
phir pān bhī chabāyā phir itar bhī lagāyā
thoṛā sambhal sambhal ke āyā maiṅ sīdhā chal ke
par laṛkhaṛā gayā maiṅ
merī chorī pakaṛī gaī nā
mujhe āj kuchh na kahnā merā dil ṭhikāne haī nā
murge se bolī murgī tote se bolī maīnā
unkā mazāk ṭhahrā merī jān gaīnā
mujhe āj kuchh na kahaīnā merā dil ṭhikāne haīnā
mastiyāṅ aur baṛheṅ aur naśhā chhāye
jhūm uṭhe merā dil pās jo tū āe
ab tujhko dekhtā hūṇ maiṅ dil meṅ sochtā hūṇ
kitnī hasīn hai tū laṛkī hai yā hai jādū
hai gorā gorā mukhaṛā ye kāle kāle nainā
mujhe āj kuchh na kahaīnā …
ab tak hūṇ maiṅ kuṅvārā muśhkil hai ab guzārā
maṅḍap sajā huā hai bājā bhī baj rahā hai
chāhe to sāth mere le le tū sāt phere
nā nā achchhā hūṇ maiṅ akelā śhādī to hai jhamelā
din rāt kī salāmī bīvī kī hai gulāmī
rote achchhe achchhe mujhko to totā ban ke
piṅjre meṅ naīyo rahnā
mujhe āj kuchh na kahaīnā …
pyār par qaid hai na dil pe koī pahre
dūlhā dulhan ke haiṅ phūloṅ kī tarah chehre
ye rānī aur vo rājā gūṅjā khuśhī kā bājā
jārī hai jaśhn-e-śhādī bākī hai rāt ādhī
nāchūṅgā gāūṅgā re maiṅ āj sārī raīnā
mujhe āj kuchh na kahaīnā …