Choree choree jo tum se milee to log kyaa kahenge

चोरी चोरी जो तुम से मिली तो लोग क्या कहेंगे
Work
Year
Language

चोरी चोरी जो तुम से मिली तो लोग क्या कहेंगे
अजी इसे प्यार कहेंगे, अजी इसे प्यार कहेंगे
गली गली ये बात चली तो लोग क्या कहेंगे
अजी इसे प्यार कहेंगे, अजी इसे प्यार कहेंगे

तेरा ख़याल मेरे दिल में जब से आया है
कदम संभलते नहीं और नशा सा छाया है
करार खोके ही दिल ने करार पाया है
धीरे धीरे ये बात बढ़ी तो लोग क्या कहेंगे
अजी इसे प्यार कहेंगे, अजी इसे प्यार कहेंगे

कितनी जालिम ये मुलाकात हुई
जिस से डरते थे वही बात हुई
बढ़ गयी प्यास तमन्नाओं की
इस तरह प्यार की बरसात हुई
कसम तुम्हारी मेरे दिल की बात कह डाली
छोड़ो छोड़ो ये दिल्लगी, के लोग क्या कहेंगे
अजी इसे प्यार कहेंगे, अजी इसे प्यार कहेंगे

तुम्हारे मिलने की दिल से दुवायें माँगी हैं
खतायें हम से हुई हैं सजायें माँगी हैं
वफ़ायें की हैं सनम और वफ़ायें माँगी हैं
सोचेंगे हम ना ये कभी के लोग क्या कहेंगे
अजी इसे प्यार कहेंगे, अजी इसे प्यार कहेंगे

chorī chorī jo tum se milī to log kyā kaheṅge
ajī ise pyār kaheṅge, ajī ise pyār kaheṅge
galī galī ye bāt chalī to log kyā kaheṅge
ajī ise pyār kaheṅge, ajī ise pyār kaheṅge

terā khayāl mere dil meṅ jab se āyā hai
kadam saṅbhalte nahīṅ aur naśhā sā chhāyā hai
karār khoke hī dil ne karār pāyā hai
dhīre dhīre ye bāt baṛhī to log kyā kaheṅge
ajī ise pyār kaheṅge, ajī ise pyār kaheṅge

kitnī jālim ye mulākāt huī
jis se ḍarte the vahī bāt huī
baṛh gayī pyās tamannāoṅ kī
is tarah pyār kī barsāt huī
kasam tumhārī mere dil kī bāt kah ḍālī
chhoṛo chhoṛo ye dillgī, ke log kyā kaheṅge
ajī ise pyār kaheṅge, ajī ise pyār kaheṅge

tumhāre milne kī dil se duvāyeṅ māṇgī haiṅ
khatāyeṅ ham se huī haiṅ sajāyeṅ māṇgī haiṅ
vafāyeṅ kī haiṅ sanam aur vafāyeṅ māṇgī haiṅ
socheṅge ham nā ye kabhī ke log kyā kaheṅge
ajī ise pyār kaheṅge, ajī ise pyār kaheṅge