चोरी चोरी चुपके से आएगा वो
चोरी चोरी चुपके से आएगा वो
आके मुझे ले जाएगा हाँ
यही जीवन है अपना यही तो वो सपना
मैने देखा तूने देखा हम सबने देखा
ये सपना ना टूटे ना रूठे मेरा रांझणा
चोरी चोरी चुपके …
अंग से अंग लग जाए तो
प्यार का रंग लग जाए तो
रंग फिर ना ये छूटे ना रूठे मेरा रांझणा
चोरी चोरी चुपके …
कितने जन्मों का ये मेल है
शादी किस्मत का इक खेल है
ऐसी किस्मत ना फूटे ना रूठे मेरा रांझणा
चोरी चोरी चुपके …
chorī chorī chupke se āegā vo
āke mujhe le jāegā hāṇ
yahī jīvan hai apnā yahī to vo sapnā
maine dekhā tūne dekhā ham sabne dekhā
ye sapnā nā ṭūṭe nā rūṭhe merā rāṅjhṇā
chorī chorī chupke …
aṅg se aṅg lag jāe to
pyār kā raṅg lag jāe to
raṅg phir nā ye chhūṭe nā rūṭhe merā rāṅjhṇā
chorī chorī chupke …
kitne janmoṅ kā ye mel hai
śhādī kismat kā ik khel hai
aisī kismat nā phūṭe nā rūṭhe merā rāṅjhṇā
chorī chorī chupke …