चोरी चोरी आँख लड़ी ... धीरे धीरे बात बढ़ी
अरे चोरी चोरी आँख लड़ी हे धीरे धीरे बात बढ़ी
जान-ए-मन तू न डर ये आँखें दो चार कर
ज़रा सा तो प्यार कर
चोरी चोरी आँख …
के प्यारी प्यारी लगती हैं हाय ये शोखियां
नींदें तू उड़ाने आई दिलजानियां
देखा तुझे तो न जाने क्या हुआ
दीवानगी प्यार की देखी नहीं ऐसी ओ सनम
हे चोरी चोरी आँख …
अरे तौबा तौबा आँखों की हाय ये मस्तियाँ
काली काली ज़ुल्फ़ों की ये बदलियाँ
इनको बिखर जाने दे तू दिलरुबा
मैं दिलरुबा जान ले मैं दिलनशीं ये मान ले सनम
हे चोरी चोरी आँख …
are chorī chorī āṇkh laṛī he dhīre dhīre bāt baṛhī
jān-e-man tū na ḍar ye āṇkheṅ do chār kar
zarā sā to pyār kar
chorī chorī āṇkh …
ke pyārī pyārī lagtī haiṅ hāy ye śhokhiyāṅ
nīṅdeṅ tū uṛāne āī diljāniyāṅ
dekhā tujhe to na jāne kyā huā
dīvāngī pyār kī dekhī nahīṅ aisī o sanam
he chorī chorī āṇkh …
are taubā taubā āṇkhoṅ kī hāy ye mastiyāṇ
kālī kālī zulfoṅ kī ye badliyāṇ
inko bikhar jāne de tū dilrubā
maiṅ dilrubā jān le maiṅ dilanśhīṅ ye mān le sanam
he chorī chorī āṇkh …