चूड़ी सजी है ... हप्प्य दय्स अरे हेरे अगैन्
चूड़ी सजी है हाथों में फिर से बजी शहनाई है
मेहंदी रची है पैरों में देखो खुशी घर आई है
happy happy happy happy happy days are here again
कभी ना कभी हाँ करते करते मेरी जां
देखो ना अपनी तो हो गई शादी
महबूबा महबूबा कल तक तेरी थी महबूबा
बन गई देखो आज मेरी भाभी
कोई न कोई तो मिल जाए कहीं
रब सबकी बनाता है जोड़ियाँ
कहीं न कहीं यारों कभी ना कभी
मिट जाएँ दिलों की दूरियाँ
आई देखो आई मेरे घर की लक्ष्मी
घर को स्वर्ग बनाने
मेरे सपनों का मेरी खुशियों का
झिलमिल संसार बसाने
happy happy …
ये दुआ ये दुआ ये है माँ की दुआ
न कभी अब साथ ये छूटे
ना लगे ना लगे इस घर को नज़र
हम से ना अब कभी रब रूठे
हमको कसम है हमको कसम
तेरी ममता पे सब कुछ वार दें
देखके हमको ये दुनिया जले
इक दूजे को इतना प्यार दें
कोई कुछ बोले अब कोई कुछ बोले
हम मानेंगे तेरा कहना
वादा किया ये वादा किया
हमें साथ साथ है रहना
happy happy …
chūṛī sajī hai hāthoṅ meṅ phir se bajī śhahnāī hai
mehaṅdī rachī hai pairoṅ meṅ dekho khuśhī ghar āī hai
happy happy happy happy happy days are here again
kabhī nā kabhī hāṇ karte karte merī jāṅ
dekho nā apnī to ho gaī śhādī
mahbūbā mahbūbā kal tak terī thī mahbūbā
ban gaī dekho āj merī bhābhī
koī na koī to mil jāe kahīṅ
rab sabkī banātā hai joṛiyāṇ
kahīṅ na kahīṅ yāroṅ kabhī nā kabhī
miṭ jāeṇ diloṅ kī dūriyāṇ
āī dekho āī mere ghar kī lakṣhmī
ghar ko svarg banāne
mere sapnoṅ kā merī khuśhiyoṅ kā
jhilmil saṅsār basāne
happy happy …
ye duā ye duā ye hai māṇ kī duā
na kabhī ab sāth ye chhūṭe
nā lage nā lage is ghar ko nazar
ham se nā ab kabhī rab rūṭhe
hamko kasam hai hamko kasam
terī mamtā pe sab kuchh vār deṅ
dekhke hamko ye duniyā jale
ik dūje ko itnā pyār deṅ
koī kuchh bole ab koī kuchh bole
ham māneṅge terā kahnā
vādā kiyā ye vādā kiyā
hameṅ sāth sāth hai rahnā
happy happy …