Chooree khankaaee re ... bolo kaisaa lagtaa hai

चूड़ी खनकाई रे ... बोलो कैसा लगता है
Year
Language

चूड़ी खनकाई रे
चूड़ी
बोलो कैसा लगता है
मेहंदी रचाई रे हां मेहंदी रचाई रे
बोलो कैसा लगता है
तेरी चूड़ियों का रंग अच्छा लगता है
तेरी मेहंदी का रंग पक्‌का लगता है
लाखों में तू इक सनम हो सच्चा लगता है
हाय सच्चा लगता है
चूड़ी खनकाई रे …

आजा आजा पिया ये सिंगार है किया
तड़पे मेरा जिया इंतज़ार है किया
तेरा ये सिंगार हम चुराएँगे
आज हद से गुज़र जाएँगे
अरे
बिंदिया चमकाई रे बिंदिया
बोलो कैसा लगता है
हो मेहंदी रचाई रे …
तेरी बिंदिया का रंग अच्छा लगता है
तेरी मेहंदी का रंग …
लाखों में तू इक …
चूड़ी खनकाई रे …

तेरी अंग्ड़ाईयाँ उसपे तन्हाईयाँ
लाई नज़दीकियाँ मिट गईं दूरियाँ
तेरा ये सिंदूर है नसीब अपना
पूरा किया रब ने मेरा सपना
अरे
चुनरी लहराई रे चुनरी
बोलो कैसा लगता है
हो मेहंदी रचाई रे …
तेरी चुनरी का रंग अच्छा लगता है
तेरी मेहंदी का रंग …
लाखों में तू इक …
चूड़ी खनकाई रे …

chūṛī khankāī re
chūṛī
bolo kaisā lagtā hai
mehaṅdī rachāī re hāṅ mehaṅdī rachāī re
bolo kaisā lagtā hai
terī chūṛiyoṅ kā raṅg achchhā lagtā hai
terī mehaṅdī kā raṅg pak‌kā lagtā hai
lākhoṅ meṅ tū ik sanam ho sachchā lagtā hai
hāy sachchā lagtā hai
chūṛī khankāī re …

ājā ājā piyā ye siṅgār hai kiyā
taṛpe merā jiyā iṅtazār hai kiyā
terā ye siṅgār ham churāeṇge
āj had se guzar jāeṇge
are
biṅdiyā chamkāī re biṅdiyā
bolo kaisā lagtā hai
ho mehaṅdī rachāī re …
terī biṅdiyā kā raṅg achchhā lagtā hai
terī mehaṅdī kā raṅg …
lākhoṅ meṅ tū ik …
chūṛī khankāī re …

terī aṅgṛāīyāṇ uspe tanhāīyāṇ
lāī nazdīkiyāṇ miṭ gaīṅ dūriyāṇ
terā ye siṅdūr hai nasīb apnā
pūrā kiyā rab ne merā sapnā
are
chunrī lahrāī re chunrī
bolo kaisā lagtā hai
ho mehaṅdī rachāī re …
terī chunrī kā raṅg achchhā lagtā hai
terī mehaṅdī kā raṅg …
lākhoṅ meṅ tū ik …
chūṛī khankāī re …