चोcओलते, ळिमे ज़ुइcए, ईcए च्रेअम्
Chocolate, Lime Juice, Ice Cream, टौफ़ियाँ
पहले जैसे अब मेरे शौक़ हैं कहाँ
गुड़िया, खिलौने मेरी सहेलियाँ
अब मुझे लगती हैं सारी पहेलियाँ
ये कौन सा मोड़ है उमर का
ये कैसा दीवानापन है क्या जानूँ, मैं क्या जानूँ
मुशकिल हो गया ख़ुद को कैसे पहचानूँ, मैं पहचानूँ
दिन कटता है कटे न रतियाँ
किस से कहूँ मैं ये सारी बतियाँ
गुड़िया …
मन में तरंगे उठने लगी हैं ये कैसी, ये कैसी
अब जैसी हूँ पहले नहीं थी मैं ऐसी, मैं ऐसी
खिलने लगी हैं राहों में कलियाँ
अखियाँ ढूँढे सपनों की गलियां
गुड़िया …
Chocolate, Lime Juice, Ice Cream, ṭaufiyāṇ
pahle jaise ab mere śhauq haiṅ kahāṇ
guṛiyā, khilaune merī saheliyāṇ
ab mujhe lagtī haiṅ sārī paheliyāṇ
ye kaun sā moṛ hai umar kā
ye kaisā dīvānāpan hai kyā jānūṇ, maiṅ kyā jānūṇ
muśhkil ho gayā khud ko kaise pahchānūṇ, maiṅ pahchānūṇ
din kaṭtā hai kaṭe na ratiyāṇ
kis se kahūṇ maiṅ ye sārī batiyāṇ
guṛiyā …
man meṅ taraṅge uṭhne lagī haiṅ ye kaisī, ye kaisī
ab jaisī hūṇ pahle nahīṅ thī maiṅ aisī, maiṅ aisī
khilne lagī haiṅ rāhoṅ meṅ kaliyāṇ
akhiyāṇ ḍhūṇḍhe sapnoṅ kī galiyāṅ
guṛiyā …