चिराग़ दिल के जलाओ कि ईद का दिन है
चिराग़ दिल के जलाओ कि ईद का दिन है
तराने झूम के गाओ कि ईद का दिन है
ग़मों को दिल से भुलाओ कि ईद का दिन है
ख़ुशी से बज़्म सजाओ कि ईद का दिन है
तराने झूम के गाओ कि ईद का दिन है
हुज़ूर उस के करो अब सलामती की दुआ
सर-ए-नियाज़ झुकाओ कि ईद का दिन है
तराने झूम के गाओ कि ईद का दिन है
सभी मुरादें हो पूरीं हर एक सवाली की
दुआ को हाथ उठाओ कि ईद का दिन है
तराने झूम के गाओ कि ईद का दिन है
chirāġh dil ke jalāo ki īd kā din hai
tarāne jhūm ke gāo ki īd kā din hai
ġhamoṅ ko dil se bhulāo ki īd kā din hai
khuśhī se bazam sajāo ki īd kā din hai
tarāne jhūm ke gāo ki īd kā din hai
huzūr us ke karo ab salāmtī kī duā
sar-e-niyāz jhukāo ki īd kā din hai
tarāne jhūm ke gāo ki īd kā din hai
sabhī murādeṅ ho pūrīṅ har ek savālī kī
duā ko hāth uṭhāo ki īd kā din hai
tarāne jhūm ke gāo ki īd kā din hai