चिन चिना चिना अब तेरे बिना चैन कहीं दिल पाए ना
चिन चिना चिना अब तेरे बिना चैन कहीं दिल पाए ना
चिन चिना चिना अब तेरे बिना नींद मुझको भी आए ना
है लगी अगन चूम लूं बदन
आ भी जा मेरी बाहों में इन्तज़ार है कितना प्यार है
देख तो ज़रा मेरी निगाहों में
चिन चिना चिना अब तेरे बिना …
चैन कहीं दिल पाए ना क्या कहूं क्या हाल था
जान-ए-जां तेरा ख्याल था
आ रही थी तेरी खुश्बू दिल में तेरा ख्याल था
ना कहीं आराम था
होंठों पे बस तेरा नाम था
इक मिलन की आरज़ू थी दूजा ना कोई काम था
चिन चिना चिना अब तेरे बिना …
आ ज़रा सा प्यार कर लूं बाहों में तुझको उतार लूं
तू है कितनी खूबसूरत
मैं तेरा चेहरा निहार लूं दिलनशी क्या बात है
अपनी मुरादों की रात है
सामने है मेरा दिलबर
कसमों की वादों की रात है
चिन चिना चिना अब तेरे बिना …
chin chinā chinā ab tere binā chain kahīṅ dil pāe nā
chin chinā chinā ab tere binā nīṅd mujhko bhī āe nā
hai lagī agan chūm lūṅ badan
ā bhī jā merī bāhoṅ meṅ intazār hai kitnā pyār hai
dekh to zarā merī nigāhoṅ meṅ
chin chinā chinā ab tere binā …
chain kahīṅ dil pāe nā kyā kahūṅ kyā hāl thā
jān-e-jāṅ terā khyāl thā
ā rahī thī terī khuśhbū dil meṅ terā khyāl thā
nā kahīṅ ārām thā
hoṅṭhoṅ pe bas terā nām thā
ik milan kī ārazū thī dūjā nā koī kām thā
chin chinā chinā ab tere binā …
ā zarā sā pyār kar lūṅ bāhoṅ meṅ tujhko utār lūṅ
tū hai kitnī khūbsūrat
maiṅ terā chehrā nihār lūṅ dilanśhī kyā bāt hai
apnī murādoṅ kī rāt hai
sāmne hai merā dilbar
kasmoṅ kī vādoṅ kī rāt hai
chin chinā chinā ab tere binā …